Add Poetry

Na Samajh Saka Tery Elm Ki Farmodat Main

Poet: Nadeem Ahmed Nadeem By: Muhammad Nadeem, Karachi
Na Samajh Saka Tery Elm Ki Farmodat Main Roz Sonchta Hon Tery Elm Ki Roshni Me Doob Jaon Main Kahein Tery Elm Ka Saya Hay to kahein Teri Roshni Manawwar Hay Kardia Tark Aamal E Kofr Tery Hozoor.... K Apny gunah Bakhshwa longa Main Dargaya Tha Main Tera Aseer Bankar Na Maloom Tha Tery Say Or Teri Roshni Me Sharabor Ho Gaya Hon Main Jo Khla Hay Mery Dil Me...... Wo Teri Roshni Se Zara Pur Karlon Main Jo Saya Hay Mery Sar Pe Tera....Zara Zer E Saya Holon Main Na Talab Ho Ghusal Ka Mujhy..... Zara Itna Pak Holon Main Is Kayfiat Me Kuch Waqt Ka Talab Gaar Hogaya Hon Main Is Waqt Mohlat Bara E Kalmah Tayyaba Zer E lab Leaon Main Rooh Parwaz Karny Se Pehly Apny Rooh Se Zara Alvida K

Na Samajh Saka Tery Elm Ki Farmodat Main
Roz Sonchta Hon Tery Elm Ki Roshni Me Doob Jaon Main

Kahein Tery Elm Ka Saya Hay to kahein Teri Roshni Manawwar Hay
Kardia Tark Aamal E Kofr Tery Hozoor.... K Apny gunah Bakhshwa longa Main

Dargaya Tha Main Tera Aseer Bankar
Na Maloom Tha Tery Say Or Teri Roshni Me Sharabor Ho Gaya Hon Main

Jo Khla Hay Mery Dil Me...... Wo Teri Roshni Se Zara Pur Karlon Main
Jo Saya Hay Mery Sar Pe Tera....Zara Zer E Saya Holon Main

Na Talab Ho Ghusal Ka Mujhy..... Zara Itna Pak Holon Main
Is Kayfiat Me Kuch Waqt Ka Talab Gaar Hogaya Hon Main

Is Waqt Mohlat Bara E Kalmah Tayyaba Zer E lab Leaon Main
Rooh Parwaz Karny Se Pehly Apny Rooh Se Zara Alvida Kehlon Main

ehlon Main
Rate it:
Views: 401
22 Dec, 2012
More Religious Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets