Namaz Poetry
Namaz Poetry is best way to express your words and emotion. Check out the amazing collection of express your feeling in words. This section is based on a huge data of all the latest Namaz Poetry that can be dedicated to your family, friends and love ones. Convey the inner feelings of heart with this world’s largest Namaz Poetry compilation that offers an individual to show the sentiments through words.
Namaz Poetry Images
قیمتی وقت کو خوابوں میں کھوتا رہا
صبح نمودار ہوئی پر تو بیدار نہ ہوا
عمر بھر سو کر بھی تو بے زار نہ ہوا
آئی ظہر تو تجھے کام نے الجھا دیا
بے نمازی بنا کر کتنا تجھے پھنسا دیا
ملے گا رزق تجھے نماز کے بعد بھی
پلے گا تیرا گھر نماز کے بعد بھی
دیکھ آگئی نماز عصر توانائی لے کر
قوت ہے اس میں تو اس کو ادا کر
تندرستی ہے آج تو یہ شکر ادا کر
بدن کو اپنے سجدوں کی لذت دیا کر
چل دیا آفتاب اب غروب ہونے کو
نماز مغرب ہے اب شروع ہونے کو
ختم ہوگیا تیری زندگی کا ایک اور دن
چلا گیا یہ بھی ہاتھ سے تیرے نیکی بن
اب تجھے چاہیے راحت سونے سے پہلے
عشاء پڑھ لے اپنی زندگی کھونے سے پہلے
پائے گا سکون تو اللہ کے ذکر میں
ملے گا دل کو تیرے قرار اسکی فکر میں
Guzar Gayi Namaz-e-Fajar Or Tu Sota Raha
Qeemti Waqt Khuwabon Mein Khota Raha
Subah Hui Par Tu Bedaar Na Hua
Umr Bhar So Kar Bhi Tu Bezaar Na Hua
"ZOHAR"
Ayi Zohar To Tujhay Kam Ne Uljha Diya
Benamazi Bana Kar Kitna Tujhe Phansa Diya
De Ga Rizq Tujhe Namaz Ke Bad Bhi
Palay Ga Rabb Tera Ghar Namaz Ke baad Bhi
"ASAR"
Dekh Aa Gayi Namaz-e-Asar Tawanayi Le Kar
Quwat Hai Is Mein Tu Ise Ada Kar
Tandrust Hai Tu Aaj Ye Shukr Ada Kar
Badan Ko Tu Apne Sajdon Se Lazzar Diya Kar
"MAGRIB"
Chal Diya Aaftab Ab Ghuroob Hone Ko
Namaz-E-MagHrib Hai Ab Shuru Hone Ko
Khatam Ho Gya Teri Zindagi Ka Aik Or Din
Chala Gya Ye Bhi Tere Hath Se Nekiyon Ke Bin
"ISHA"
Ab Tujhe Chahye Rat Mein Sone Se Pehle
Isha Parh Le Apni Zindagi Khine Se Pehle
Paye Ga Sukoon To ALLAH Ke Zikr Mein
Mile Ga qaraar Tere Dil Ko Isi Fikar Mein.
Na Waqt Ki Fiqar, Na Khoof-E-Khuda Halchall Main Hun Duniya Ki
Na Sakoon Hai,Na Chain Hai
Na Jany Ye Kya Gunaahon Ki Lehar Hai
Dill Main Aik Tarap Se Hai
Ishq-E- Khuda To Hai Dill K Aik Gehry Kony Main
Atta To Kar Rha Haii Mj Jaise Gunhegar Ko
Per Dill Dobba Hai Duniya Ki Halchal Main
Mana Benamaz Hun, Pal Pal To Roh Tarapti Hai
Apny Raab Sy Mulaqat K Lye
Ye Kaisy Gunahon Main Kho Gae Hun Main
Kya Likh Rhi Hun Main Manti Hun
Be-Namaz Hun
Be-Namaz Hun Main
وہ صبح بے رنگ سی لگتی ہے باخدا
جس دن وقت پہ نہ کر پائیں نمازِ ظہر ادا
بے قراری میں گزرتا ہے دن سارا با خدا
نمازِ عصر کے چھوٹنے کا یہ ہے معاملہ
جسے وقت ٹھہر گیا ہو یہیں پہ با خدا
نمازِ مغرب ادا نہ ہو، چھا جائے اندھیرا
دل بھی ڈوبا ڈوبا سا لگتا ہے با خدا
جس شب نہ پڑھ پائیں نمازِ عشاء
ہم سو نہیں پائیں اس رات با خدا
Moumin Ki Hifazat Namaz Hai
Nabi (S.A.W) Ki Chahat Namaz Hai
Dilo.N Ki Rahat Namaz Hai
Khuda Ki Azmat Namaz Hai
Moumin Ki Amanat Namaz Hai
Nabi (S.A.W) Ki Hidayat Namaz Hai
Shaitan Ki Nafrat Namaz Hai
Khuda Ki Rehmat Namaz Hai
Moumin Ki Daulat Namaz Hai
Nabi (S.A.W) Ki Mohabbat Namaz Hai
Detee Hay Namaz Her Chees Ka Jawab
Mittaa Jaega Sub Qaber Ka Aazab
Is Waqt Too Namaz Mein Dil Laga Ker Dekh
Miltaa Hay Kia Namaz Mein Sijde Mein Jaake Dekh
Allah Ke Hazoor Mein Ser Ko Jhuka Ker Dekh
Miltaa Hay Kiaa Namaz Mein Sejde Mein Jaaker Dekh
Is Rub Zul Jalaal Ki Merzee Namaz Hay
Beqshish Ki Or Nijaat Ki Seeree Namaz Hay
Derwaza Behesht Ki Kunjee Namaz Hay
Sub Kuch Milega Tujh Ko Namazee Bun Ker Dekh
Allah Ke Hazoor Mein Ser Ko Jhuka Ker Dekh
Miltaa Hay Kia Namaz Mein Sijdah Mein Jaker Dekh
Woh Rub Alameen Hay Wohi Mukhtaar Hay
Rehmaan Hay Raheem Hay Gafaar Hay Wohi
Beshuk Teree Namaaz Ka Huqdaar Hay Wohi
Naraz Na Hojae Woh Bande Khada Yeh Dekh
Miltaa Hay Kiaa Namaz Mein Sijdah Mein Jaake Dekh
Allah Ke Hazoor Mein Ser Ko Jhuka Ke Dekh Miltaa Hay
Kiaa Namaz Mein Sijdah Mein Jaake Dekh
Namaz Poetry
Namaz poetry in English and any other language is loved by people all around the globe. Prayer is an important part of Islam as it is regarded as a pillar of religion. It is a reason that we have created a page where you can read Namaz poetry SMS and Namaz quotes in Urdu.
When people read Namaz Shayari in Urdu SMS, the importance of Salat is increased in their lives. A lot of people miss the Morning Prayer. However, they can take motivation from Fajr Namaz poetry in Urdu. On the other side, if you want to read Shayari in the short form so you can read the 2 line Namaz Shayari.
Several poets also utilized the medium of Namaz poerty SMS to share their opinion. When talking about the famous poets, Ghalib poetry on Namaz is popular among the readers. Besides reading Namaz Shayari in Urdu SMS or Namaz poetry in English, you can also share Namaz quotes in Urdu with your friends and family members. We have a vast collection of 2 line Namaz Shayari and Namaz poetry SMS.
Islamic poetry brings peace to the heart and soul. It’s easily available online and inspires spiritual reflection.
- obaid , Fatehpur
- Wed 02 Jul, 2025
One who understands true divine love (Ishq-e-Haqiqi) Finds success in both this world and the hereafter. It is the love that connects the soul to its Creator.
- Junaid , islamabad
- Mon 30 Jun, 2025
Islamic poetry beautifully captures the verses of Islam. It reflects the deep love and wisdom of our faith. Each word brings the soul closer to Allah.
- Zanie , islamabad
- Wed 25 Jun, 2025




