Naseeruddin Naseer Poetry, Ghazals & Shayari
Naseeruddin Naseer Poetry allows readers to express their inner feelings with the help of beautiful poetry. Naseeruddin Naseer shayari and ghazals is popular among people who love to read good poems. You can read 2 and 4 lines Poetry and download Naseeruddin Naseer poetry images can easily share it with your loved ones including your friends and family members. Up till, several books have been written on Naseeruddin Naseer Shayari. Urdu Ghazal readers have their own choice or preference and here you can read Naseeruddin Naseer poetry in Urdu & English from different categories.
- LATEST POETRY
- اردو
Woh nigaah-e-shoq se door hai, rag-e-jaan se laakh qareen sahi,
Humen jaan deni hai aik din, woh kisi tarah woh kahin sahi,
Humen aap kheenchiye daar pr, jo nahin koi to humii sahi,
Sar-e-toor ho, sar-e-hashar ho, humen intizaar qabool hai,
Woh kabhi mile woh kahin mile, woh kabhi sahi woh kahin sahi,
Na ho un pe kuch mera bass nahin, ke yeh ashiqui hai havass nahi,
Main unhi ka tha main unhi ka hoon, woh mere nahi to nahi sahi,
Mujhe bethne ki jagha mile, meri aarzuu ka bharam rahe,
Teri anjuman me agar nahin, Teri anjuman ke qareen sahi,
Tera dar to na hum ko mil saka, teri rahguzar ki zameen sahi,
Humen sajdaa karne se kaam hain, jo wahan nahin to yahin sahi,
Meri zindagi ka naseeb hai, nahin door mujh se qareeb hai,
Mujhe uss ka gham to naseeb hai, woh agar nahin to nahin sahi,
Jo ho faisla woh sunaayiye, ussey hashar pr na uthaayiye,
Jo karen ge aap sitam wahan, woh abhi sahi woh yahin sahi,
Unhe dekhne ki jo lau lagi, to Naseer dekh hi lain ge hum,
Woh laakh aankh se door hon, woh hazaar parda-nasheen sahi.. zeeshan
Talash kar’ woh yahin teray aa’s paas na ho
Mujhay yakeen nahin‘ uss ko tera paas na ho
Tera gumaan na ho’ ya tera qayaas na ho
Woh aur kya karay akhir’ agar udaas na ho
Beghair ishq na chain aye’ ishq raas na ho
Yeh kis ko log liye ja rahay hain kaandhon par
Kahin yeh shakhs tumhara wafa shanaas na ho
Bicharnay walon ko ik din khuda milata hai
Tujhay hamari kasam’ iss qadar udaas na ho
Yeh bandagi hai’ k har haal main ho shukar us ka
Hazar kuch ho’ magar koi naaspaas na ho
Woh maajra jo hai majnoon k naam se mashoor
Kahin hamaray fasanay ka iktibas na ho
Zia e ilm o hunar se hai aabro e bashar
Yeh roshni to ho’ ujla agar libas na ho
Maza to jab hai k ho baat baat qand o nabaat
Woh baat zeher hai jis baat main mithaas na ho
Hai aik tanz tanz ka nashtar’ dua e umer e daraz
Uss aik shakhs ko’ jeenay ki jis ko aa’s na ho
Naseer khel nahin hai sha’oor e zaat o sifaat
Khuda shanaas kahan woh‘ jo khud shanaas na ho.. Zumra
حق تو میرا بھی ہے رحمت کا تقاضا کرنا
میں کہ ذرہ ہوں مجھے وسعتِ صحرا دےدے
کہ تیرے بس میں ہے قطرے کو بھی دریا کرنا
میں ہوں بےکس ترا شیوہ ہے سہارا دینا
میں ہوں بیمار ترا کام ہے اچھا کرنا
تُو کسی کو بھی اٹھاتا نہیں اپنے در سے
کہ تری شان کے شایاں نہیں ایسا کرنا
تیرے صدقے، وہ اُسی رنگ میں خود ہی ڈوبا
جس نے، جس رنگ میں چاہا مجھےرُسوا کرنا
یہ ترا کام ہے اے آمنہ کے دُرِّ یتیم
ساری امّت کی شفاعت، تنِ تنہا کرنا
کثرتِ شوق سے اوسان مدینے میں ہیں گم
نہیں کُھلتا کہ مجھے چاہیے کیا کیا کرنا
یہ تمنائے محبت ہے کہ اے داورِ حشر
فیصلہ میرا سپردِ شہہِ بطحا کرنا
آل و اصحاب کی سنت ، مرا معیارِ وفا
تری چاہت کے عوض ، جان کا سودا کرنا
شاملِ مقصدِ تخلیق یہ پہلو بھی رہا
بزمِ عالم کو سجا کر ترا چرچا کرنا
یہ صراحت ورفعنالک ذکرک میں ہے
تیری تعریف کرنا ،تجھے اونچا کرنا
تیرے آگے وہ ہر اک منظرِ فطرت کا ادب
چاند سورج کا وہ پہروں تجھے دیکھا کرنا
طبعِ اقدس کے مطابق وہ ہواؤں کا خرام
دھوپ میں دوڑ کے وہ ابر کا سایا کرنا
دشمن آجائے تو اٹھ کر وہ بچھانا چادر
حسنِ اخلاق سے غیروں کو وہ اپنا کرنا
کوئی فاروق سے پوچھے کہ کسے آتا ہے
دل کی دنیا کو نظر سے تہہ وبالا کرنا
اُن صحابہ کی خوش اطوار نگاہوں کو سلام
جن کا مسلک تھا طوافِ رخِ زیبا کرنا
مجھ پہ محشر میں نصیرؔ اُن کی نظر پڑ ہی گئی
کہنے والے اسے کہتے ہیں، خدا کا کرنا aftab
Naseeruddin Naseer Poetry in Urdu
Peer Naseer Ud Din Naseer Shayari in Urdu is highly popular among Sufi poetry lovers. He was not just a Pakistani poet but also a great Islamic scholar. Naseeruddin Naseer was born in 1949 and was died in 2009. He was the son of Ghulam Moinuddin Gilani and great-grandson of Meher Ali Shah of Golra Sharif. He utilized different languages to express his love towards Allah and his Holy Prophet Muhammad (Peace Be Upon Him) through Naseer Ud Din Naseer Naats.
He has written 36 books on the topics of the Holy Quran, Islam, and the Holy Prophet Muhammad (Peace Be Upon Him). Naseer Ud Din Naseer poetry in Urdu, Punjabi, and Arabic language is loved by a large number of people. Peer Naseer Ud Din Naseer Kalam in Urdu has a great contribution to the spread of Islam’s message. Here, you can view the complete Naseeruddin Naseer poetry including Peer Naseer Ud Din Naseer Ghazal.
Naseer Ud Din Naseer Famous Proses
Mujh Pe Bhi Chashme Karam Ay Mere Aaqa Karna
Haq Tou Mera Bhi Hay Rehmat Ka Taqaza Karna
Hum Mehman Nahi Ronaq e Mehfil Thy
Mud'dato'n Yaad Rakho Gay Ke Koi Aaya Tha
Na aye tujh ko nazar‘ tu magar udaas na ho
Talash kar’ woh yahin teray aa’s paas na ho
Which are the famous Naseer Ud Din Naseer books?
Names of some popular Naseer Ud Din Naseer books are:
• Faiz e Nisbat
• Fatwa Naveesi ke aadab
• Kia Iblees Alim Thaa
• Lafz-i-Allah kee Tahqiq
• Mawazna-i-Ilm-o-Karamat
• Musalmaanoon ke Urooj-o-Zawal kay Asbab
• Pakistan mein Zalzaley ke Tabahkarian
• Quran Majid key Aadab-i-Tilawat
• Peeran E Peer ki shakhsiyat, seerat, taleemat
• Aaena Shareeat mein Peeri mureedi ki hesiyat
• Tareeq Ul Falah Fi Mas’alatil Kufwi Li’Nikah
Which are the famous Naseer Ud Din Naseer Nazms?
• Uthe Na The Abhi Hum Haal E Dil Sunane Ko
• Tere Pand O Naseehat Muhtasib Woh Kya Samajhte Hain
• Na Wo Ahtmaam May Kehan Na Wo Mekde Ka Nizam Hai
• Wafa Ho Kar Jafa Ho Kar Haya Ho Kar Ada Ho Kar
If you are looking for the entire Naseer Ud Din Naseer poetry collection then you can read all the latest Naseer Ud Din Naseer Shayari in Urdu here.