Nikhat Iftikhar Poetry, Ghazals & Shayari
Nikhat Iftikhar Poetry allows readers to express their inner feelings with the help of beautiful poetry. Nikhat Iftikhar shayari and ghazals is popular among people who love to read good poems. You can read 2 and 4 lines Poetry and download Nikhat Iftikhar poetry images can easily share it with your loved ones including your friends and family members. Up till, several books have been written on Nikhat Iftikhar Shayari. Urdu Ghazal readers have their own choice or preference and here you can read Nikhat Iftikhar poetry in Urdu & English from different categories.
- LATEST POETRY
- اردو
Meri Chahat Ki Bohat Lambi Saza Do Mujhko Meri Chahat Ki Bohat Lambi Saza Do Mujhko
Karb E Tanhai Mein Jeeney Ki Dua Do Mujheko
Fun Tumhara Tou Kisi Aur Se Mansooh Howa
Koi Meri Hi Ghazal Hi Akar Suna Do Mujhko
Haal Behaal Hai, Tareek Hai Mustakbil Bhi
Ban Pare Tum Se Tou Maazi Mera La Do Mujhko
Akhri Shama Hoon Mein Bazm E Wafa Ko Logo
Chahey Jalne Dou Mujhe Chahe Bujha Do Mujhko
Khud Ko Rakh Ko Mein Kahin Bhool Gayi Hon Shayad
Tum Meri Zaat Se Aik Bar Mila Do Mujh Ko
Waqar Ali
Karb E Tanhai Mein Jeeney Ki Dua Do Mujheko
Fun Tumhara Tou Kisi Aur Se Mansooh Howa
Koi Meri Hi Ghazal Hi Akar Suna Do Mujhko
Haal Behaal Hai, Tareek Hai Mustakbil Bhi
Ban Pare Tum Se Tou Maazi Mera La Do Mujhko
Akhri Shama Hoon Mein Bazm E Wafa Ko Logo
Chahey Jalne Dou Mujhe Chahe Bujha Do Mujhko
Khud Ko Rakh Ko Mein Kahin Bhool Gayi Hon Shayad
Tum Meri Zaat Se Aik Bar Mila Do Mujh Ko
Waqar Ali
Shauq Ko Aazime Safar Rakhiye Shauq Ko Aazime Safar Rakhiye
Bekhabar Banke Sab Khabar Rakhiye
Chahe Nazrein Ho Aasmanon Par
Paon Lekin Zameen Par Rahkhiye
Baat Hai Kya Yeh Kaun Parkhega
Aap Lehje Ko Purasar Rakhiye
Jaane Kis Waqt Kooch Karna Ho
Apna Saaman Mukhtasar Rakhiye
Dil Ko Khud Dil Se Raah Hoti Hai
Kis Liye Nam A Bar Rakhiye
Baat Hai Kya Yeh Kon Parkhey Ga
Aap Lehjey Ko Pur-Asar Rakhiye
Aik Tuk Mujhko Dekhe Jati Hain
Apni Nazron Pe Kuch Nazar Rakhiye
Danish Afzal
Bekhabar Banke Sab Khabar Rakhiye
Chahe Nazrein Ho Aasmanon Par
Paon Lekin Zameen Par Rahkhiye
Baat Hai Kya Yeh Kaun Parkhega
Aap Lehje Ko Purasar Rakhiye
Jaane Kis Waqt Kooch Karna Ho
Apna Saaman Mukhtasar Rakhiye
Dil Ko Khud Dil Se Raah Hoti Hai
Kis Liye Nam A Bar Rakhiye
Baat Hai Kya Yeh Kon Parkhey Ga
Aap Lehjey Ko Pur-Asar Rakhiye
Aik Tuk Mujhko Dekhe Jati Hain
Apni Nazron Pe Kuch Nazar Rakhiye
Danish Afzal
میری چاہت کی بہت لمبی سزا دو مجھ کو میری چاہت کی بہت لمبی سزا دو مجھ کو
کرب تنہائی میں جینے کی دعا دو مجھ کو
فن تمہارا تو کسی اور سے منسوب ہوا
کوئی میری ہی غزل آ کر سنا دو مجھ کو
حال بے حال ہے تاریک ہے مستقبل بھی
بن پڑے تم سے تو ماضی مرا لا دو مجھ کو
آخری شمع ہوں میں بزم وفا کی لوگو
چاہے جلنے دو مجھے چاہے بجھا دو مجھ کو
خود کو رکھ کے میں کہیں بھول گئی ہوں شاید
تم مری ذات سے ایک بار ملا دو مجھ کو Ahsan
کرب تنہائی میں جینے کی دعا دو مجھ کو
فن تمہارا تو کسی اور سے منسوب ہوا
کوئی میری ہی غزل آ کر سنا دو مجھ کو
حال بے حال ہے تاریک ہے مستقبل بھی
بن پڑے تم سے تو ماضی مرا لا دو مجھ کو
آخری شمع ہوں میں بزم وفا کی لوگو
چاہے جلنے دو مجھے چاہے بجھا دو مجھ کو
خود کو رکھ کے میں کہیں بھول گئی ہوں شاید
تم مری ذات سے ایک بار ملا دو مجھ کو Ahsan
Poetry Images
Nikhat Iftikhar Poetry in Urdu
Nikhat Iftikhar Poetry - Read the latest and best collection of Nikhat Iftikhar shayari in urdu and english as Nikhat Iftikhar famous poets, song writer in Pakistan and around the world.