✕
Poetry
Famous Poets
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
More Poets
Poetry Categories
Love Poetry
Sad Poetry
Friendship Poetry
Islamic Poetry
Punjabi Poetry
More Categories
Poetry SMS
Poetry Images
Tags
Poetry Videos
Featured Poets
Post your Poetry
News
Business
Mobile
Articles
Islam
Names
Health
Shop
More
WOMEN
AUTOS
ENews
Recipes
Poetries
Results
Videos
Directory
Photos
Business & Finance
Education News
Add Poetry
Home
LOVE POETRY
SAD POETRY
FAMOUS POETS
POETRY IMAGES
POETRY VIDEOS
NEWS
ARTICLES
MORE ON POETRY
Home
Urdu Poetry
Featured Poets
QAISER AMIR KHAN
Search
Add Poetry
Poetries by QAISER AMIR KHAN
Usko Paanay Main Hoi Umer
Usko Paanay Main Hoi Umer Youn Fana Rafta Rafta
Her Ek Khushi Apni Ki Usper Fida Rafta Rafta
Lota Kuch Is Andaz Se Uski Chahat Ma Main
Zindagi Meri Hoi Mujh Hi Per Saza Rafta Rafta
Bohat Toot Kar Chaha Tha Usay Ameer Hum Nay
Khuda Ki Khudai Hoi Magar Wo Juda Rafta Rafta
Pathra Gai Aankhen Dar O Dewar Ko Taktay Hoay
Socta Hoon Ki Muhabbat Ya Koi Khata Rafta Rafta
Amir Mangi Jo Mout Rab Se To Jana Ye Bhead
Maangi Ha Usnay Meri Lambi Umer Ki Dua Rafta Rafta
Qaiser Amir Khan
Copy
Chahat Ki Inteha Kadonga
Muhabbat Main Yun Chahat Ki Inteha Kardonga
Umer Ki Her Khushi Apni Usper Fida Kardonga
Barbad Karsakay Na Koi Mere Dil Ki Anjuman
Jiger Goshay Main Dia Ek Jala Rakhonga
Mangi Ha Jiski Qurbat Sajdon Main Hum Nay
Na Mila Wo Amir To Khud Ko Saza Donga
QAISER AMIR KHAN
Copy
Badal Gai Woh
Wo Mere Piyar Bhare Khat Parh Kar Roya Karti Thi
Khud Bhi Roti Or Mujhay Bhi Rulaya Karti Thi
Meri Hayat Wabasta Tum Hi Se Ha Janan
Aksar Ye Baat Mujhay Wo Bataya Karti Thi
Uski Batoon Main Sahar Kuch Aysa Tha
Bina Barish K Rooh Bheeg Jaya Karti Thi
Ma Jo Sona Chahoon To So Nahi Pata
Uski Yadein Raat Bhar Jagaya Karti Thi
Kabhi Kisi Khuf Se Dar Jati Agar Wo
Ji Bhar Kay Mujhay Wo Galay Lagaya Karti Thi
Itna Aasan Nahi Badalna Magar Badal Gai Wo
Amir Dolat Gurbat Ko Yun Khaya Karti Thi
Qaiser Amir Khan
Copy
Badal Gai Woh
Wo Mere Piyar Bhare Khat Parh Kar Roya Karti Thi
Khud Bhi Roti Or Mujhay Bhi Rulaya Karti Thi
Meri Hayat Wabasta Tum Hi Se Ha Janan
Aksar Ye Baat Mujhay Wo Bataya Karti Thi
Uski Batoon Main Sahar Kuch Aysa Tha
Bina Barish K Rooh Bheeg Jaya Karti Thi
Ma Jo Sona Chahoon To So Nahi Pata
Uski Yadein Raat Bhar Jagaya Karti Thi
Kabhi Kisi Khuf Se Dar Jati Agar Wo
Ji Bhar Kay Mujhay Wo Galay Lagaya Karti Thi
Itna Aasan Nahi Badalna Magar Badal Gai Wo
Amir Dolat Gurbat Ko Yun Khaya Karti Thi
Qaiser Amir Khan
Copy
Unki Yaad
Aai Jo Unki Yaad To Aati Chali Gai
Pagal Sa Mere Dil Ko Banati Chali Gai
Suna Ha K Wo Aayngay Aashian Pe Mere
Betabion Ko Or Meri Barhati Chali Gai
Qaiser Amir Khan
Copy
Mulaqat
Aaj Rastay May Kisi Se Mulaqat Karli
Lab Thay Khamosh Aankhon Ne Bat Karli
Hu Khud Sarun Ki Bat To Mat Poch
Kabhi Unse To Kabhi Tasveer Se Bat Karli
Hum Nay Banaya Tha Ek Aashyanna Un K Liay
Bejli Ne Gir Kar Roshan Sari Rat Karli
Qaiser Amir Khan
Copy
Mizaj Kaisa Ha....
Our Sunao Hal Chal Our Mizaj Kaisa Ha
Guzri Bat Choro Batao Aaj Kaisa Ha
Tumharey Sheher May Log Dushman Thay Muhabbat Kay
Kia Aaj Bhi Wahan Riwaj Wesa Ha
Teri Aawaz Sun Loun To Miljata Ha Sukoon
Jaan Lo Tum Mere Dil Ka Elaj Aisa Ha
Lab Jo Khulay To Mehek Jati Thi Galiyan
Amir Uska Chehra Kali Se Gulab Jesa Ha
Qaiser Amir Khan
Copy
Hal Ahwal
Hal E Dil Tum Ko Sunyen Ye Zarori To Nahi
Tamasha Sare Bazar Lagayen Ye Zarori To Nahi
Wo Mera Ishq Ha Jonoon Ha Arzo Bhi Ha
Her Bat Ka Izhar Kareen Ye Zarori To Nahi
Qaiser Amir Khan
Copy
Main Bhoolta Nahi
Her Sham Ghar Lot Kay Aana Main Bhoolta Nahi
Pegham E Muhabbat Phelana Main Bhoolta Nahi
Tanha Udas Ratoon Main Barasti Ha Teri Yadain
Tera Mujhay Choor Kay Jana Main Bhoolta Nahi
Muntazir Hoon Aaj Bhi Kay Lot Aay Wo
Darwaza Khula Rakhna Sada Main Bhoolta Nahi
Tera Khafa Hojana Mujh Se Tha Gawara Kab Mujhay
Roothay Hooun Ko Manana To Main Bholta Nahi
Zindagi Kay Nasheeb O Faraz Main Aay Dost
Bar Bar Usko Manana Main Bhoolta Nahi
Youn To Aadat Nahi Ameer Khud Ko Aam Karne Ki
Per Dewaroon Se Mitana Naam Main Bhoolta Nahi
QAISER AMIR KHAN
Copy
Load More
Famous Poets
Mirza Ghalib
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
Faiz Ahmed Faiz
Munir Niazi
Jaun Elia
Gulzar
Tahzeeb Hafi
Ali Zaryoun
View More Poets