Add Poetry

Rehmat Tal Lal Alameen

Poet: imran safdar By: imran safdar, Faisalabad

Hazoor Bana Kay Bajay Gay Thay Badshah Do Jahan
Rasoolo Kay Thay Dadsha Aur Nabion Kay Sarday

Kaynat Kay Piambar Thay Kay Kainat Kay Hadi
Khulaq Tha Un Ki Manzal Aur Elam Say Piayar

Khandan That Un Ka Pak Wo Dua Thay Meymar E Kabba
Ahmed Tha Un Ka Nara Jawani Thai Un Misal E Insan

Farshtay Thay Un Kay Ghulam Dost That Un Pay Qurban
Misal Bana Kay Beja Allah Ka Tha Pegham

Kitab Thi Munawar Noor E Khuda Say
Sena Tha Yaseen Bana Rashni Is Jehan

Farman Rehay Ga Zinda Aik Akhari Sance Tak
Allah Bana Nashani Muhammad PBUH Ki Amad Kay Liay

Tha Un Ka Farman Hay Jin O Bashar Kay Liay
Ikhlaq Un Sadiq Rasta Un Ka Amin Mazal Thi Janat Ul Fardous

Elam Ka Thay Sar Cheshma Hadayt Thi Roshan
Ho Gay Door Endary Amid E Hazoor (PBUH)
 

Rate it:
Views: 2216
12 Dec, 2011
More Religious Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets