✕
Poetry
Famous Poets
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
More Poets
Poetry Categories
Love Poetry
Sad Poetry
Friendship Poetry
Islamic Poetry
Punjabi Poetry
More Categories
Poetry SMS
Poetry Images
Tags
Poetry Videos
Featured Poets
Post your Poetry
News
Business
Mobile
Articles
Islam
Names
Health
Shop
More
WOMEN
AUTOS
ENews
Recipes
Poetries
Results
Videos
Directory
Photos
Business & Finance
Education News
Add Poetry
Home
LOVE POETRY
SAD POETRY
FAMOUS POETS
POETRY IMAGES
POETRY VIDEOS
NEWS
ARTICLES
MORE ON POETRY
Home
Urdu Poetry
Featured Poets
Saba
Search
Add Poetry
Poetries by Saba
Saza
Main Nain Chahtoon Ki Sabhi Hadain,
Teri Justaju Main Par Iki,
Tujhay Paa Liya Mera Waham Tha
Tjhay Kho Diya Yeh Yakeen Nahin
Main Jo Har Betha Hun Zindagi
Teri Cahhtoon Ki Saza Mili
saba
Copy
Tanhai
Samajh Nahin Ata Shuru Kahan Say Karun
Main Zindagi Say Karun Ya Kau Zindagan Say Karun
Mera To Koi Bhi Maqsade Hayat Na Tha
Koi Khushi Na Thi Ya Wajoode Dard Na Tha
Bilawajha Hi Shamo Seher Guzartay Thay
Magar Achanak Bohot Kuch Badl Gya Logo
Main Jee Utha Laga Kay Koi Khwab Dakha Hai
Laga Kay Sat Rangun Ka Ik Dhanak Ankhun Main Phirta Hai
Laga Kay Un Chowi, Narm Si Hawa, Choo Kay Guzri Hai
Main Is Tabdeeliyay Dil Pay Bohot Hairan To Tha Par!
Khushi Ko Kho Danay Kay Dar Say Parashan Bhi Tha
Dosri Taraf Is Khushi Ki Wajha Jan Kar Sakta Bhi Taree Tha
Meray Khuda! Is Sab Kay Pichay Hath Aik Sanfe Nazuk Ka Hai?
Guzaray Bohot Hi Haseen Pal Hum Nain Sath Mil Kay Thay
Phir Achanak Meri Tanhai Bi Mujhay Mana,Nay Lout Ayi Aur!
Us Ka Mazi Bhi Tha Louta Poray Jazbay Say
Main Phir Wapas Usi Bay Wajha Si Sham Kay Sang Tha
Aur Us Ki Hansi Ka Shor Meray Kan Main Tha
Main Wada To Nahin Karta Ky Bhol Jaon Ga Us Ko
Woh Yaad Bhi Nahin Ayy Gi Aisa Bhi Nahin Kahta
Bohot Hi Mohtarm Jazbay Hain Bus Dill Main Hi Rehtay Hain
Main Dhool Mitti Say To Zaroor Bachaon Ga Inko
Saba
Copy
Bila Unwan
Woh Chyahat Kay Safar Main
Humaray Sath To Tha
Meri Har Ik Khushi Main
Meray Sang Hansta To Tha
Meray Qadmun Ki Nakshun Pay
Woh Hans Kar Chalta To Tha
Magar Phir Bi Najany Kion
Us Ki Batun Main Kami Thi
Us Ki Ankhun Main Dakhun
Apna Aks Hi Dikhta Nae Tha
Woh Chahat Ka Safar Tha Akhri Apna
Us Kay Bad Aitbar Dill Karta Nae Tha
Saba
Copy
Tumahin Main Kuch Batana Chahti Hun
Main Bas Sang Tery Muskurana Chahti Hun
Main Chup Hun Lab Bhi Hain Khamoosh Lakin
Bohot Kuch Tumahin Main Batana Chahti Hun
Tumain Meri Ankhain Udaas Lagti Hain
Main In Ko Khusyoon Say Jagmagana Chahti Hun
Tumaray Pochnay Pay Main Nain Tumain Bataya Tha
Tumain Aur Bus Tumari Khusyion Main Muskurana Chahti Hun
Yeh Sab To Theek Hai Lakin Sunoo To
Tumain Kya Hai Khabar Main Kya Ganwan Chahti Hun
Main Tum Main Doob Kay,Sab Kuch Bhool Kay Meray Jana
Masti -E- Pyar Main Sab Kuch Bhulana Chahti Hun
Chalo Choro Mujhay Main Kya Kahun Ab
Tumaray Sang Main Saray Qadam Uthana Chahti Hun
Saba
Copy
Kanch Shahar Ki Deewarain Main
Woh Kanch Shahar Ki Deewarain
Woh Pathar Dill Say Log Milay
Main Samjha Nae Yeh Sab Kya Tha
Mujhay Mujh Say Bi Uljhay Log Milay
Main Dharkan Pay Jiya Karta Tha Yahan
Mujhay Dill Kay Bina Bi Log Milay
Main Pyaar Ko Poja Karta Tha
Mujhay Pyar Kay Dushman Log Milay
Unhain Pyar Say Kion Yun Nafrat Thi
Ya Un Ko Bi Sitamgar Log Milay
Hum Zindagi Say Muhabbat Karaty Hain
Zindagi Say Bhi Lartay Log Milay
In Kanch Shahar Ki Diwarun Main
Zinda Par Murda Log Milay
Saba
Copy
میں
ملوں گی تم سے خود سے ملنے کے بعد
ابھی تو اپنی تلاش میں پھرتی ہوں
اسے کہو یہ زمانہ نا سمجھے گا تمہیں
میں بھی اسی کے جوابوں کی تلاش میں پھرتی ہوں
Saba
Copy
Load More
Famous Poets
Mirza Ghalib
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
Faiz Ahmed Faiz
Munir Niazi
Jaun Elia
Gulzar
Tahzeeb Hafi
Ali Zaryoun
View More Poets