✕
Poetry
Famous Poets
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
More Poets
Poetry Categories
Love Poetry
Sad Poetry
Friendship Poetry
Islamic Poetry
Punjabi Poetry
More Categories
Poetry SMS
Poetry Images
Tags
Poetry Videos
Featured Poets
Post your Poetry
News
Business
Mobile
Articles
Islam
Names
Health
Shop
More
WOMEN
AUTOS
ENews
Recipes
Poetries
Results
Videos
Directory
Photos
Business & Finance
Education News
Add Poetry
Home
LOVE POETRY
SAD POETRY
FAMOUS POETS
POETRY IMAGES
POETRY VIDEOS
NEWS
ARTICLES
MORE ON POETRY
Home
Urdu Poetry
Featured Poets
saba niazi
Search
Add Poetry
Poetries by saba niazi
Darr Lagta He
Darr Lagta He Ab Muje Surkh Rang Se
Phela Hue Hai Har Taraf Rang Lahoo Ka
saba niazi
Copy
Ishq Ka Jaam
Kirchiyan Itni Karin Sheesha-E-Dil Torr Dya
Jaam-E-Ishq Mujhe Saqi Tu Ab Phir Na Pila
saba niazi
Copy
Yaad
Hum Is Qabil Hi Na The Ke Tumhari Yaad Ka Hissa Bante Saba
Isi Sabab Tum Ne Hame Bhula Dya Hum Na Tumhe Bhula Sake
saba niazi
Copy
Tumhe Main Yaad Aun Gi
Suno Mohabbat Main
Ye Jo Judaiyan Hoti Hain
Ye Mohabbat Ke Bandhan Ko
Aur Bhi Mazboot
Kar Deti Hain
Meri Chahaton Se Door
Meri Khuwahishon Se Door
Tumhe Bhi Neend Na Aye Gi
Tumhe Bhi Chain Na Aye Ga
Tumhe Yaad Main Aun Gi
Tumhare Sapne Churaun Gi
Tumhara Naam Likhun Gi In Be-Unt Jazeeron Par
Tumhara Naam Likhun Gi
Main Hawaon Ke Jhoonkon Par
Ye Hawain Urr Kar Jo Tumhare Pass Aye Gi
Tumhe Kuch Yaad Dilain Gi
To Tumhe Main Yaad Aun Gi
saba niazi
Copy
Kankar
Khak Main Mil Gai He Meri Zat Reza Reza Hokar Saba
Har Shakhs Ki Ankhon Main Pare Kankar Ki Tarah Hun
saba niazi
Copy
Mohabbat
Meri Mohabbat Lafzon Ki Mohtaaj Nahi He Saba
Jinko Karna He Mehsoos Meri Ankhon Se Kar Le
saba niazi
Copy
Be-Hisi
Mehsoos Kar Chuki Hun Main Teri Be-Hisi
Han Ab Tujh Ko Meri Zarurat Nahi Rahi
saba niazi
Copy
Milti Rahin Aziyatain
Milti Rahin Aziyatain Tohmatain Zillatain Mujhe
Aur Me Ne Sabr Kya Sabr Kya Wo Bi Qayamat Ka
saba niazi
Copy
Qabar Ki Aghosh Main Jakar So Jati He Maa
Jawani Apni Beti Ke Supurd Kar Deti Hai MAA
Phir Sonp Kar Gher Ke Hathon Apni Beti Ko MAA
Aankhon Main Aansun Liye Ghar Ko Loat Jati He MAA
Teri Masoom Si Sadgee Pe Qurban Jaun MAA
Hans Kar Aolaad Ka Har Gham Sah Jati He MAA
Khulte Nahi Lubb Kabhi Us Ke Bad-Dua Ke Lye
Har Namaz Main Lakhon Duain De Jati He MAA
Ghar Ki Dehleez Pe Bethi Us Beti Ka Gham Kon Jane
Sitam Garon Ke Shehar Main SABA Ko Tanha Chor Kar
Qabar Ki Aaghosh Main Jakar So Jati He MAA
saba niazi
Copy
غم
بہت بے تکلف ہیں مجھ سے میرے غم
ہر روز آکر میرے گلے لگ جاتے ہیں
saba niazi
Copy
محبت کی نشانی
محبت کی سب نشانیاں واپس کر آئی میں
بس اس کی دہلیز پر اپنا آپ چھوڑ آئی میں
saba niazi
Copy
محبوب
مرے معبوب میں ادائیں بھی ھیں
شرارت نزاکت شرافت بھی ھے
بہتی ہوئی سانسوں کی لہر رک گئی
وہ مرے قریب آئے تو مری نظر جھک گئی
وہ مرے لئے سب لٹانے چلے
محبت کی نئ دنیا بسانے چلے
مری زندگی بس انھی کی ھو گی
saba niazi
Copy
محبت
بھت یاد آتے ھو تم کیوں مجھے ٰآزماتے ھو تم
اس محبت نے کیا کر دیا کیوں مجھے ستاتے ھو تم
saba niazi
Copy
Jahan Jao Ge Mujhe Apne Sath Pao Ge
Jahan Jao Ge Mujhe Apne Sath Pao Ge
K Main To Hawa Hun
Main To Fiza Hun
Main Bahar Hun
Main Tumhara Pyar Hun
Main Qarar Hun
Tumhari Soch Ka Tumhari Rooh Ka
Jaha Jao Ge Mujhe Mehsoos Karo Ge
Mujhe Janna Chaho
Agar
To Tmhare Aas Paas Hun Main
Mere Humsafar
Mere Humnawan
Meri Soch Ka Mehwar Sirf Tumhari Zaat He
Meri Chooryon Ki Khanak Jo He
Wo Mansoob He Tumhare Naam Se
Jo Sureli Sureli Andaz Main Tumhe Mangti He
Tumhe Chahti Hain
Mujhe Khushyon Ki Naveed De
Mujhe Mussaraton Ka Ahwal Suna
Ae Mere Sanam Meri Zindagi
Mujhe Dhondo Ge To Mujhe Pao Ge
Main Tumhare Aas Paas Hun
Jahan Jao Ge Muje Pao Ge
K
Main Hawa Hun
Main Bahar Hun
saba niazi
Copy
Anjan
Wo Sitam Karte Rahe Mujhe Nadan Samajh Kar
Main Sitam Sahti Rahi Unhe Anjan Samajh Kar
saba niazi
Copy
Roothna
Isi Sabab Roothe The Tum Se Hum
Ke Ab Manane Ao Ge Khud Hi Tum
saba niazi
Copy
Maa Tum Binn
Hamai Muddat Hui Bichre
Tumhe Arsa Hua Guzre
Hame Jeena Para Tum Bin
Dunya Mar Deti He
Rishte Pal Pal Daste Hain
Aanchal Chinn Gaya Sir Se
Haya Jati Rahi Har Pal
Maa Tum Binn
Mar Gai Beti
saba niazi
Copy
Load More
Famous Poets
Mirza Ghalib
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
Faiz Ahmed Faiz
Munir Niazi
Jaun Elia
Gulzar
Tahzeeb Hafi
Ali Zaryoun
View More Poets