Saeed Shariq Poetry, Ghazals & Shayari
Saeed Shariq Poetry allows readers to express their inner feelings with the help of beautiful poetry. Saeed Shariq shayari and ghazals is popular among people who love to read good poems. You can read 2 and 4 lines Poetry and download Saeed Shariq poetry images can easily share it with your loved ones including your friends and family members. Up till, several books have been written on Saeed Shariq Shayari. Urdu Ghazal readers have their own choice or preference and here you can read Saeed Shariq poetry in Urdu & English from different categories.
- LATEST POETRY
- اردو
ye bazgasht jo chipki hui hai kanon se
khara nahin tha magar aisa raegan bhi na tha
wo sikka DhunD ke ab laun kin khazanon se
ye chashm-e-abr ka pani ye naKHl-e-mehr ke pat
utar raha hai mera rizq aasmanon se
jo dar khule hain kabhi band kyun nahi hote
ye puchta hi kahan hai koi makanon se
utar phenka badan se libas tak 'shariq'
magar ye bojh ki hatta nahi hai shanon se Zain
kisi ka shor meri khamushi par mushtamil hai
andheri subh viran raat ya sham-e-fasurda
mera har lamha un mein se kisi par mushtamil hai
nahi mil pati koi bhi hansi meri hansi mein
ye wahid ranj hai jo ranj hi par mushtamil hai
chamak uthta hai ek bhula hua chehra achanak
na jaane tirgi kis raushni par mushtamil hai
sarab-e-khwab dekhun ya udaun KHak apni
ye sahra ek makan aur ek gali par mushtamil hai
waraq khulte hi kitni titliyan udti hain 'shariq'
agarche bagh ek sukhi kali par mushtamil hai Rabi
میں نے ہونٹوں سے اُسے دیکھا بہت
کب تلک آباد رہتیں کشتیاں
مجھ میں دریا کم تھے اور صحرا بہت
آئنہ دیکھا تو مایوسی ہوئی
میں تو اب بھی ویسا ہوں تھوڑا بہت
اک خزانہ جو کبھی تھا ہی نہیں
کر گیا آخر مجھے گہرا ، بہت
میں بھی جانے کتنا مل پایا اُسے
کیا غرض وہ مجھ کو کم ہے یا بہت
مجھ پہ کوئی رنگ و روغن کیا کرے!
کام کم ہوتا ہے اور خرچہ بہت farah
ﮐﻮﻥ ﭼﻠﻨﮯ ﺩﮮ ﺳﺮ ِﺩﺷﺖ ﺣﮑﻮﻣﺖ ﺍﭘﻨﯽ
ﺍﭘﻨﮯ ﺟﯿﺴﺎ ﮐﻮﺋﯽ ﺍﻧﺴﺎﻥ ﺗﻮ ﻣﻠﻨﮯ ﺳﮯ ﺭﮨﺎ
ﻣَﯿﮟ ﺑﮭﻼ ﮐﺲ ﭘﮧ ﺟﺘﺎؤﮞ ﮔﺎ ﻣﺤﺒّﺖ ﺍﭘﻨﯽ
ﮐﺎﺭ ِ ﺩﺷﻮﺍﺭ ﻧﮩﯿﮟ ﺧﻮﺍﺏ ﻧﮕﺎﺭﯼ ﻟﯿﮑﻦ
ﮐﻮﺭ ﭼﺸﻤﯽ ﺳﮯ ﺑﮭﯽ ﮐﭽﮫ ﮐﻢ ﮨﮯ ﺑﺼﺎﺭﺕ ﺍﭘﻨﯽ
ﺩﻝ ﭘﮧ ﺗﻘﻠﯿﺪ ِ ﻏﻢ ِ ﺭﻓﺘﮧ ﻣﯿﮟ ﺍُﺗﺮﺍ ﮨﮯ ﻣﻼﻝ
ﯾﮧ ﭘﯿﻤﺒﺮ ﮐﮩﺎﮞ ﻻﯾﺎ ﮨﮯ ﺷﺮﯾﻌﺖ ﺍﭘﻨﯽ
ﮐﭽﮫ ﺗﻮ ﺍِﻥ ﮈﻭﺑﺘﯽ ﺳﺎﻧﺴﻮﮞ ﮐﺎ ﺑﮭﺮﻡ ﺭﮦ ﺟﺎﺋﮯ
آﭖ ﮐﺮﻧﮯ ﭼﻼ آﯾﺎ ﮨﻮﮞ ﻋﯿﺎﺩﺕ ﺍﭘﻨﯽ
ﻧﯿﻨﺪ ﮐﮯ ﺍﯾﮏ ﮨﯽ ﺟﮭﻮﻧﮑﮯ ﺳﮯ ﻣﮑﺎﮞ ﭨﻮﭦ ﮔﯿﺎ
ﻣَﯿﮟ ﻧﮯ ﺍٓﻧﮑﮭﻮﮞ ﭘﮧ ﮐﮭﮍﯼ ﮐﯽ ﺗﮭﯽ ﻋﻤﺎﺭﺕ ﺍﭘﻨﯽ
ﺑﺲ ﯾﮩﯽ ﺳﻮﭺ ﮐﮧ ﺭﮐّﮭﺎ ﮨﮯ ﺑﭽﺎ ﮐﺮ ﺧﻮﺩ ﮐﻮ
ﮐﯿﺎ ﺧﺒﺮ ﮐﺐ ﻣﺠﮭﮯ ﭘﮍ ﺟﺎﺋﮯ ﺿﺮﻭﺭﺕ ﺍﭘﻨﯽ
ﮨﺎﺋﮯ ﺍﻓﺴﻮﺱ ! ﮐﻮﺋﯽ ﭨﻮﮐﻨﮯ ﻭﺍﻻ ﮨﯽ ﻧﮩﯿﮟ
ﻻﮐﮫ آﺋﯿﻨﮯ ﺳﮯ ﮐﺮﺗﺎ ﮨﻮﮞ ﺷﮑﺎﯾﺖ ﺍﭘﻨﯽ
ﻋﯿﻦ ﻣﻤﮑﻦ ﮨﮯ ﮐﺴﯽ ﺭﻭﺯ ﺍﻣَﺮ ﮨﻮ ﺟﺎؤﮞ
ﺭﻭﺡ ﮐﮯ ﮨﺎﺗﮫ ﻣﯿﮟ ﺩﮮ ﺩﯼ
ﮨﮯ ﻧﻈﺎﻣﺖ ﺍﭘﻨﯽ
ﻭﮦ ﺑَﮧ ﺗﺪﺭﯾﺞ ﮨﭩﺎﺗﺎ ﮔﯿﺎ ﻧﻈﺮﯾﮟ’ ﺷﺎﺭﻕؔ !
ﻣﺮﺣﻠﮧ ﻭﺍﺭ ﺑﮕﮍﺗﯽ ﮔﺌﯽ ﺻﻮﺭﺕ ﺍﭘﻨﯽ Anila
Saeed Shariq Poetry in Urdu
Saeed Shariq is a young poet of Pakistan. His actual name is Ajmal Saeed and he was born in 1993. At just the age of 24 years, he received the Parveen Shakir Aks-e-Khushboo Award for Poetry 2017. In just a few years, Saeed Shariq poetry in Urdu has won the hearts of both critics and readers.
He started posting verses on social media and attracted the attention of his friends and established poets. He is a Physics graduate and Saeed Shariq shayari in Urdu possesses the metaphysical quality replete with innovative metaphors. Later, he made a significant place among poets appreciated by readers. Senior poets also acknowledge his work and praise him regularly.
Saeed Shariq Famous Proses
nahi mil paati koi bhi hansi meri hansi men
ye vahid ranj hai jo ranj hi par mushtamil hai
ab udasi kisi derina nashe ke manind
meri kamzori bhi hai aur tavanai bhi
Which are the famous poetries by Saeed Shariq?
Names of some famous poetries by Saeed Shariq are mentioned below:
• Sans ki dhaar zara ghusti zara katti hai
• Kisht e dayar e subh se tare ugaun main
• Guzar na jae samaat ke sard khanon se
• Dekh pae to kare koi pazirai bhi
• Ajab maujudgi hai jo kami par mushtamil hai
If you are searching for the entire Saeed Shariq collection then you can read all the latest Saeed Shariq poetry in Urdu here.