Safar Safar Par Kaye Safar
Ya Kasi Rah Kaisa Guzar
Yahan Ka Silsila Tammam Hai
Phir Ya Kaisa Ahtimam Hai
Eik Dusary Say Doriyaeh
Pason Ki Bharay Sab Buriyah
Mehal Pay Mehal Banaye Ja
Phir Us Ko To Sajaye Ja
Zath Ki Ounchi Neachi Sifaty
Nafratein Kuduwatin Zaban Ki Ya Khanjaray
Is K War To Chalay Ja
Dilon Ko To Dukhaye Ja
Jab Aye Waqt To Badal Gayeah
Khud Insaniyat May Sambal Giya
Par Waqt Kab Bacha Hai Ab?
Jo To Kahae Khata Hai Ab
Laay Aae Teray Roh K Raqeeb
K Chal Tera Safar Khua Khattam
Safar Safar Aur Kaye Safar
Ya Kasi Rah Kaisa Guzar