Salaam Huzuur Aap Sey,
Aadaab Meyri Nah Tootey!
Haazir Huuñ Kaehlaata Hae’y,
Khuda Ko_Hi Bulaata Hae’y.
Yeh Baat Maañ Kar Samjha Hae’y,
Maalik Bañdeyh Sey Duur Nahiiñ Hae’y,
Har Jagah Sey Zaahir_Hi Hae’y.
Ham Haazir Haeñ! Ham Haazir Haeñ! --- Kaehlaata Haeñ.
Puchhti Huuñ Un Logoñ Sey,
Kaun Hoti Ho? Maalik Ko Haq Sey Bañdeyh Kaehlaati Ho?
Nuur Âala Ki Iñkaar?
Kartey Haeñ Hazaar Baar.
Nahiiñ Hae’y Maujuud; Thaa Yeh Rasuul?
Woh? Kaehtey Haeñ, Haazir Huuñ , Huuñ Haazir,
Khuda Kareygi Mañzuur!
Jo Baat Kaehti Hae’y Khuda Ney,
Woh Ham Nahiiñ Maañney,
Afsos ---- Yeh Baat Khuda Ki Ârsh Bhi Jaaney,
Yeh Hae’y Meyri Rasuul!
Unoney Tab Thaa, Jab Kuchh Nahiiñ Thaa.
Unoney Tab Thaa, Jab Sab Kuchh Hu’a.
Unoney Ab Hae’y, Jo Kaehney Ko Lie’ey Aur Ko_Ii Nahiiñ Hae’y.
Unoney Tab Raeheyga, Jab Kisi Ko Baat Un Ko Sewa Nahiiñ Chaleyga.
Nuur Khuda Ki ---- Yeh Hae’y Meyri Rasuul.
Roshan Jis Ko Yeh Dunya Meyñ,
Paehchaaney Meyñ Iñkaar Un Ko?
Salaam Huzuur Aap Sey,
Meyri Aadaab Kabhi Nah Tootey.