✕
Poetry
Famous Poets
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
More Poets
Poetry Categories
Love Poetry
Sad Poetry
Friendship Poetry
Islamic Poetry
Punjabi Poetry
More Categories
Poetry SMS
Poetry Images
Tags
Poetry Videos
Featured Poets
Post your Poetry
News
Business
Mobile
Articles
Islam
Names
Health
Shop
More
WOMEN
AUTOS
ENews
Recipes
Poetries
Results
Videos
Directory
Photos
Business & Finance
Education News
Add Poetry
Home
LOVE POETRY
SAD POETRY
FAMOUS POETS
POETRY IMAGES
POETRY VIDEOS
NEWS
ARTICLES
MORE ON POETRY
Home
Urdu Poetry
Featured Poets
Sarfraz Ahmad
Search
Add Poetry
Poetries by Sarfraz Ahmad
Kisi Or K Naam Ki Mahndi
Tu Kisi Aur Ke Naam Ki Mehndi Lagaye To Mein Marr Jaon
Khuwab Mein Bhi Tera Mujh Se Hath Chote To Mein Darr Jaon.
Tu Kahe To Ye Chand Sitaare Torr Laon
Tu Kahe To Mein Gehre Saagar Mein Utar Jaon
Apni Chashm E Taar Mein Tera Chahra Liye Phirta Hon
Zamane Se Tujhe Chupane Ke Liye Bataa Mein Kidher Jaon
Mujhe Maloom Hai Ke Muhbat Ki Hai To Saza Ka Milna To Lazim Hai
Gar Tu Kahe Dilbar Ye Jaan Tujh Pe Fida Kar Jaon
Meri Sakoon E Jan Mein Kuch Nahin, Bas Tera Sath Chahta Hon
Ke Dekho Nigaah E Shoq Se Taa Ke Mein Bhi Sanwar Jaon
Bewafaon Ki Dunya Hai Bewafaon Ka Raaj Hai. "Sarfraz"
Aay Katib E Taqdeer Bata Mein Wafa Dhondhne Kis Nagar Jaon
Sarfraz Ahmad
Copy
Bay-Jaan Zindagi
Meri Bayjaan
Zindagi Ko
Sahara Daine
Wala To Hi To
Tha
Laga Kar Mere
Naam Ki Mahndhi
Hathon Ko Bar Bar
Chomne Wala Tu
Hi To Tha
Kaha Tha Na K
Youn Jeene Marne
K Wade Na Kar,
To Ab Kya Hoa
Wada Kar K Torne
K Jane Wala Tu Hi
To Tha
Lay Ja Kar Bhari
Mahfil Main Bari
Shaan O Shokat K
Sath
Sare Aam Mujh
Par Bewafai Ka
Ilzam Lagane
Wala Tu Hi To
Tha
Aray Or Kuch Nai
Bus Itna To Yaad
Hoga Tujhe,
Jab Gaye Thay
Darbar E Qalandar
Wahan Par
Naar E Qalandar
Laga Kar Mujhe
Mangne Wale Tu
Hi To Tha
Sarfraz Ahmad
Copy
Main Marr Jaaon
Main Marr Jaaon
To Meri Qaber
Pay Ik Diya
Jalane Aa Janaa
Koi Mila Hum Sa
Ya Nahi Bus Yahi
Batane Aa Janaa
Rasm E Ulfat To
Nibhai Na Gai
Tum Say
Mere Armaano
K Qatil Ik Baar
Sorat Dikhane
Aa Jaana
Tumhain Shoq
Hai Mujhe Satane
Ka Mujhe Tarpane
Ka To Suno,
Ik Baar Hi Mere
Raqeeb K Saath
Tarpane Aa Jana
Teri Yad Main
Baydard Ankhon
Ka Haal, Bay Haal
Hai,
Jab Kar Jayain
Dafan Mujhko 2
Ghari Aansoo
Bahane Aa Jana
Tujh Say Bichar K
Zinda Hun Kaise
Ye Sawal Na Poch
Baad Marne K
Mere Zara Apna
Haal Bhi Batane
Aa Jaana
Main Samjhon Ga
K Tum Nay Wafa Ki
Bewafa To Zindagi
Nikli "Sarfraz"
Bus Jab Uthay Mera
Janaza To Jhota Hi
Sahi Ronay Aa
Jaanaa
Sarfraz Ahmad
Copy
Mareez E Ishq
Mareez E Ishq Bana Kar Chor Daite Hai
Husn Wale To Khoon Bhi Nichor Laite Hai
Hamara Kya Hai 2,4 Din K Mahmaan Hai
Khushi Say Yar K Ghamo Ki Chader Orh Laite Hai
.
Ghum E Hijar Main Marna Parta Hai
Kasam Khuda K Waqt Aane Par Monh Morr Laite Hai
In Ki Yaadasht Pay Zarf Parr Jaata Hai
Chura K Dil Phr Ye Torr Daite Hai
Tanhai Main Jeene Kaa Aadi Baana Kar
Naaya Zakhm Daine Ki Khatir Zahn Par Zorr Daite Hai
Inki Adaa-Kaari Say Koi Na Bach Paaya Aaj Tak
Gar Bach Bhi Jaye To Us Pay Teer Nazron K Chor Daite Hai
Bare Zalim Log Ban Gaye Hai "Sarfraz"
Aik Zakhm Bharta Nahi Dosra Zakhm Nasoor Daite Hai
Sarfraz Ahmad
Copy
Naaya Dour
Naaya Dour Hai Naaye Dour Say Bhagawat Kaisi
Jab Dunya Hi Arzi Hai To Dunya Say Muhabt Kaisi
Husn Ki Numaish May Bhool Jate Hai Apna Jism Chupana
Khuda Ko Bhool Jate Hai To Ye Dunya Ki Ulfat Kaisi
Zara Btao Kabhi Kisi Mashriqi Larki Ka Tha Libas Aisa
Zamana Ka Riwaj Badal Raha Hai To Is Say Bagawat Kaisi
Maloom Hai Sab Ko K Jab Rab Razi To Sab Raazi
Balawaja Khud Ko Uncha Dikhane Main Ye Himakat Kaisi
Lage Rahte Hai Din Raat Shohrat Panay K Liay
Jab Khuda Hi Raazi Na Hoa To Ye Musrofiat Kaisi
Sarfraz Ahmad
Copy
Kabhi Jee Rahe Hai
Kabhi Jee Rahe Hai
Kabhi Mar Rahe Hai
Loat Aao Na Hum
Tera Intizar Kar
Rahe Hai
Bare Arsay K Baad
Pocha Hai Haal Ap
Nay
Daikh Zalim Abhi
Pahle Wale Zakhm
Bhar Rahe Hai
Abhi Sambhalne Hi
Wala Tha Phr Aa
Gaya Tera Paigham
Yaaro Sambhaalna
Mujhe Phr Ghum Ki
Chadar Pakar Rahe Hai
Maana K Shab E
Firaag Main Sooya
Nahi Jaata
Teri Yaadon K Teer
Jiger Main Utar
Rahe Hai
Taktay Rahte Hai
Teri Rahguzar Shab
O Roz
Daikh K Haal Hamara
Log Bhi Kinara Kar Rahe Hai
Tere Milne Ki Aas To
Kab Ki Toot Chuki
"Sarfraz"
Ab To Bus Moat Ka
Dum Bhar Rahe Hai/
Sarfraz Ahmad
Copy
Load More
Famous Poets
Mirza Ghalib
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
Faiz Ahmed Faiz
Munir Niazi
Jaun Elia
Gulzar
Tahzeeb Hafi
Ali Zaryoun
View More Poets