✕
Poetry
Famous Poets
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
More Poets
Poetry Categories
Love Poetry
Sad Poetry
Friendship Poetry
Islamic Poetry
Punjabi Poetry
More Categories
Poetry SMS
Poetry Images
Tags
Poetry Videos
Featured Poets
Post your Poetry
News
Business
Mobile
Articles
Islam
Names
Health
Shop
More
WOMEN
AUTOS
ENews
Recipes
Poetries
Results
Videos
Directory
Photos
Business & Finance
Education News
Add Poetry
Home
LOVE POETRY
SAD POETRY
FAMOUS POETS
POETRY IMAGES
POETRY VIDEOS
NEWS
ARTICLES
MORE ON POETRY
Home
Urdu Poetry
Featured Poets
Savera
Search
Add Poetry
Poetries by Savera
Neend
Toot Jayen Tu Mukammal Nhi Hony Daiti
Jaane Is Neend Ko Khwaabo'n Sy Adawat Q Hai
Savera Noor
Copy
Ankhain Dekhain Khaawb
Aankhain dekhain Khaawb
Aankhain Dekhain Aur Kisi k Khaawb ?
Apni Aankhain he Jab Dekhain Aur Kisi K Khaawb
Kon Chuney Phir Khaawb Hamarey
Shikwey kon Sunney ?
Kantey Kon Chuney ?
Dil Ko hai Bass Aik He Uljhan
Mann Chahi Tabeer Se Roshan Sapna Kaisey Ho ?
Aankho'n Mein Jo Khaawb Baasa Hai Apna Kaisey Ho ?
Tum Dekho Aik Khaawb
Apni Aankhon Se Tum Dekhoo Mera Khaawb
Apni Aankhon Se Tum Dekho KASH Kabi ik Mera Khaawb
Aashkoon Ki Parchaaiyan Ohrey Mujh Se Karo Phir Baat
Mujh Se Karo Yeh Baat
Dil KO hAe BAss Aik He Uljhan
Maan Chahi Tabeer Se Roshan Sapna Kaisey Ho
Ankhoon Mein Jo Khaawb ''Tera'' Hai
Apna Kesey Ho ?
Savera Noor
Copy
Tohmatein Tu Lagti Hain Roshni ki Khwahish Mein
Tohmatein Tu Lagti Hain
Roshni Ki Khwahish Mein
Ghar Se Baahar Aane Ki
Kuch Saza To Milti Hai
Log Log Hote Hain
Inn Ko Kya Khabar Jaana’n
Aap Ke Iraado’n Ki
Khubsoorat Aankhon Mein
Basne Waale Sapno’n K
Rang Kaise Hote Hain
Dil Ki Gaud Aangan Mein
Palne Waali Baato’n K
Zakhm Kaise Hote Hain
Kitne Gehre Hote Hain
Kab Ye Soch Sakte Hain
Aisi Be-Gunaah Aankhein
Ghar Ke Kone Khudro’n Mein
Chhup Ke Kitna Roti Hain
Phir Bhi Ye Kahaani Se
Apni Kaj-Bayaani Se
Iss Qadar Rawaani Se
Daastan Sunte Hain
Aur Yaqeen Ki Aankhein
Sach Ke Gham-Zada Dil Se
Lag Ke Kitna Roti Hain
Tohmatein Tu Lagti Hain
Roshni Ki Khwahish Mein
Tohmato’n Ke Lagne Se
Dil Se Dost Ko Jaana’n
Ab Nidhaal Kya Karna
Tohmato’n Se Kya Darna
Tohmatein Tu Lagti Hain
Roshni Ki Khwahish Mein
Ghar Se Baaher Aane Ki
Kuch Saza To Milti Hai
Savera
Copy
Khaawb
Zindagi Adhori Hai Ab Kyon'k
Zindagi Ko Jeenne Ki
Khawahishain Sajane Wale
Khaawb Toot Bikhre Hain
Savera
Copy
Load More
Famous Poets
Mirza Ghalib
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
Faiz Ahmed Faiz
Munir Niazi
Jaun Elia
Gulzar
Tahzeeb Hafi
Ali Zaryoun
View More Poets