✕
Poetry
Famous Poets
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
More Poets
Poetry Categories
Love Poetry
Sad Poetry
Friendship Poetry
Islamic Poetry
Punjabi Poetry
More Categories
Poetry SMS
Poetry Images
Tags
Poetry Videos
Featured Poets
Post your Poetry
News
Business
Mobile
Articles
Islam
Names
Health
Shop
More
WOMEN
AUTOS
ENews
Recipes
Poetries
Results
Videos
Directory
Photos
Business & Finance
Education News
Add Poetry
Home
LOVE POETRY
SAD POETRY
FAMOUS POETS
POETRY IMAGES
POETRY VIDEOS
NEWS
ARTICLES
MORE ON POETRY
Home
Urdu Poetry
Featured Poets
Ek.Dost...
Search
Add Poetry
Poetries by Ek.Dost...
Farhan.Afzal
Yad Hai Mujhy Dost Mera Koi Farhan Bhi Tha
Sunna Sunna Per Yaad Nahi Tha
Anjan Us Ke Shaksiyat Se Her Koi Tha
Bazahir Saath Per Najany Kahan Rehta Tha
Farhan.Afzal
Copy
Khata Kaar
Kesy Kerun Kabool Wo Khata Kar Hai
Benaai To Mery Paas Bhi Hai
Per Dil Se Nabina Tha Main Bhi
Utna He Kasoor War Hu Main Bhi
Jitna Kay Wo Huq Dar Hai
Farhan.Afzal
Copy
Anjaan
Kitna Anjaan Hai Wo Shakhs Baahon Me Jis Kay Hai Aaj Wo
Wo Rehta Kahin Aur Hai Busta Kahin Aur
Farhan.Afzal
Copy
Naam Hai Muslman
Naam Hai Muslman Amal Ka Pata Nahi
Orat Bani Hai Qibla Dolat Ka Nasha Jata Nahi
Be Adab Hain Maan Baap Kay Aur Gustakh Bhi
Apno Kay Qatal-O-Gharat Me Hain Masrof Bus
Ilm-E-Quran Se Howy Hain Ghafil
Bus Firqun Me Hain Baty Howy
Dhoka Hai Farebi Hai Bus Ek.Khail Bana
Naam Hai Muslman Amal Ka Pata Nahi
Farhan.Afzal
Copy
Shurwad-e-Safer
Kitna Aasan Lagta Hai Dil Jeetna
Yaqeen Bnana Her Kisi Kay Liyeh
Aasan He Hai Shurwad-E-Safer
To Nibhana Utna He Dushwar Kion Hai
Farhan.Afzal
Copy
Hal-e-DiL
Main Jis Kisi Se Mukhatib Hun
Wo Mery Dil Ka Hal Khub Janta Hai
Bazahir Anjan Banta Hai
Per Hal-e-Dil Se Wo Bhi Wakif Hai
Farhan.Afzal
Copy
Pyar Koi Khail Nahi
Pyar Pany Ka Naam Nahi
Akser Log Ye Kehty Hain
Jo Pyar Me Haar Jaaty Hain
Pyar Koi Khail Nahi Fary
Jo Pa Liya To Jeet Gay
Jo Kho Diya To Haar Gay
Pyar Naam Hai To Ehsaas Ka
Do Diloon Kay Aytmad Ka
Aitbar Hai Betay Lamhon Ka
Farhan.Afzal
Copy
Ae Insan-e-Azeem
Ae Insan-E-Azeem
Tu Kis Rah Per Hai Gamzun
Kya Tha Tera Mukaam
Kya Ho Gai Teri Manzil
Kion Shab-O-Roz Main Hai Bhata Howa
Kion Tu Hai Bhatuq Raha
Kion Ghaflut Main Hai Duba Howa
Kion Maqsud-E-Khyat Ko Hai Bhula Dia
Farhan.Afzal
Copy
Humsafer
Wo Do Din Kya Mery Sath Chala
Mujhy Hum Safer Samjh Baitha
Yeh Rishty Naaty, Mohabbatain
Pal Bher Me Bnay Nahi Jaty
Sadiyan Beet Jaatin Hain
Kisi Ko Apnanay Ar Bhoolany Main
Koi Usay Rok Day Khudara
Yeh Raah Asan Nahi
Tanha Wo Beerbad Ho Jay Ga
Fary Usay Kaho Wapis Lot Jay
Farhan.Afzal
Copy
Jeet Suchai Ki
Na Jaany Kion Wo Darta Hai
Mery Qareeb Any Se
Katrata Hai Mujhy Me Smaany Se
Waqat Derkar Hai Usay Na Jany Kitna
Shayad Kay Chata Hai Azmana Kuch Ar Mujhy
Abhi Kuch Janna Mazeed Hai Usay
Sunna Hai Fary Humaisha
Suchai Ki He Jeet Hoti Aye Hai
Farhan.Afzal
Copy
Zakhum
Mere Maazi Kay Zakhum Bher To Gaye
Per Nishan Aaj Bhi Baaki Hain
Chunay Se He Nahi Yeh Zakhum
Nazar Parny Per Bhi Dukhty Hain
Farhan.Afzal
Copy
Zindagi
Zindagi Hai To Ghum Hain Ar Khusiyan Bhi
Muntakhib Jo Kia Hai Rasta Sidha To
Kerna Hai Mukabla Bhi In Muskilon Ka
Farhan Afzal
Copy
Dosti Aur Zindagi
Dosti Zindgi Nahi Mosam Hai
Zindgi Me Kabhi Bahaar Hai To Kabhi Kahzaan
Kabhi Khushi Hai To Kabhi Ghum
Dosti Naam Hai To Ehsaas Ka
Jo Bahaar Main Hai Ar Khazaan Main Bhi
Jo Khushi Main Hai Ar Ghum Main Bhi
Farhan Afzal
Copy
Mohabbat
Bhrosa Ho Aisa Usko
Kay Jhoth Bhi Such Lagy Mera
Ziker Jo Wo Kery Mera
Kisi Mehfil Main Bhi
Log Meri He Talash Kerain,
Kuch Is Terha Main Mohabbat Kron
Kay Koi Misaal Qaim Kron
Farhan.Afzal
Copy
Baran-e-Rehmat
Fary Kion Yeh Log Khush Nahi Aaj Ke Bersat Se
Ye Faqat Barish Kay Chund Qatry Nahi,
Baran-Rehmat Se Bersi Bersat Mizaar-E-Iqbal Per Hai
Farhan.Afzal
Copy
Iqbal
Ker Kay Bay-Daar Qaum-E-Qaafil Ko
Khud Na Jaany Kahan Kho Gaya Iqbal
Farhan.Afzal
Copy
Cha'nd Sa Chehra
Tery Cha'nd Se Chehry Pay Wo Chehra Nazer A'ta Hai
Jo Kbhi Mery Dil Me Basa Karta Tha
Farhan.Afzal
Copy
Kon Hun Main
Nazer Jo A'ta Hun Main
Wo Main Hun Nahi
Main Hun Jo
Wo Nazer Main A'ta Nahi
Farhan.Afzal
Copy
Kha'mosh
Jub Kabhi Tum Mery Dil Main Hazir Hotay Ho
Main Tum Se Kain Lamhay Hum Kalam Rehta Hu
Bohat Kuch Kehta Hun Main Tum Se Per
Jany Kion Tum Bus Kha'mosh He Rehtay Ho
Farhan.Afzal
Copy
Tum Hi Ho
Kahin Kuch Us Ney
Ghalat To Zaro'r Kiya Hai
Meri Muskura'ti Zindagi Main
Meri Kha'moshi Ka Ra'z
Meri Mukhlis Zindagi Ka Ka'til
Koi Aur Nahi Sirf Tum He Ho
Farhan.Afzal
Copy
Load More
Famous Poets
Mirza Ghalib
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
Faiz Ahmed Faiz
Munir Niazi
Jaun Elia
Gulzar
Tahzeeb Hafi
Ali Zaryoun
View More Poets