✕
Poetry
Famous Poets
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
More Poets
Poetry Categories
Love Poetry
Sad Poetry
Friendship Poetry
Islamic Poetry
Punjabi Poetry
More Categories
Poetry SMS
Poetry Images
Tags
Poetry Videos
Featured Poets
Post your Poetry
News
Business
Mobile
Articles
Islam
Names
Health
Shop
More
WOMEN
AUTOS
ENews
Recipes
Poetries
Results
Videos
Directory
Photos
Business & Finance
Education News
Add Poetry
Home
LOVE POETRY
SAD POETRY
FAMOUS POETS
POETRY IMAGES
POETRY VIDEOS
NEWS
ARTICLES
MORE ON POETRY
Home
Urdu Poetry
Featured Poets
Shabbir manzir
Search
Add Poetry
Poetries by Shabbir manzir
ہاں میں نے محبت کی ہے
بارہا ظلم سہے پھر بھی عبادت کی ہے
وقت مشرق سے سرعام عداوت کی ہے
لوگ رکھتے تھے جہاں نام محبت پے گناہ
اس پے تنقید کی جب آج وضاحت کی ھے
قافلے یورش عصیاں میں ڈھونڈھتے ہیں مجھے
پوچھتے ہیں وہ کہاں؟جس نے حماقت کی ھے
تیغ ہر سمت سے برساۓ گۓ پھر بھی وضو
تیری آنکھوں کا تھا چہرے کی تلاوت کی
قید کر کے مجھے ذندان ابتلاء میں محض
ایک مجرم کے کئ بار قساوت کی ھے
پیار کا نام نہ لے بھول جا شبیر مگر
لب پے اک حرف تھا ہاں مینے محبت کی ھے
شاعر شبیر منظر
Copy
انا
انا کی جنگ میں،میں ہار گیا ھوں منظر
یہی خطاء تھی کے مقتل میں آۓ بیٹھے ہیں
اب اختیار ھے تجھکو سزا جزا کا فقط
وار کرنا ھے تو سر کو جھکاۓ بیٹھے ہیں
شاعر شبیر منظر
Copy
لوگ
سب کے چہرے جدا جدا ہیں شبیر
فطرتن لوگ ایک جیسے ہیں
شاعر شبیر منظر
Copy
دوستی
ان سے کیا دوستی ھوئی منظر
اب کتابوں میں دل لگتا
شاعر شبیر منظر
Copy
Yaadein
Yaadein Teri Har Baar Satatein Hein Barabr
Kya Soch K Haq Mujh Pe Jatatein Hein Barabr
Tum Khud To Bohot Chain Se So Jate Ho Lekin
Batein Teri Ratoon Ko Rulatein Hein Barabr
Hain Qaid Nigahein Tere Kuch Hussan-O-Kafas Mein
Har Simt Tera Aks Dekhatein Hein Barabr
Takta Hoon Tumhein Khuwaab Mein Kuch Sard Hawaein
Bekhri Hui Zulfoon Ko Uratein Hein Barabr
Tanha Hoon Mein Sehra Mein Tishnagi Thi Shams Ki
Kirnein Mera Wajood Jalatein Hein Barabr
Shabbir Kis Tabeeb Se Loon Dard Ki Dawa
Ab To Dawa Bhi Dard Brhatein Hein Barabr
shabbir manzir
Copy
Takhaiyoul Ki Duniya
Takhaiyoul Ki Duniya Mein Khoae Huwe Hain
Yeh Duniya K Basi Bhi Soae Huwe Hain
Yeh Kaisa Jahaan Hai Jahaan Ranj-O-Ghum Hai
Har Ek Aankh Yeh Kyun Nadamat Se Nam Hai
Khushi Ko Tarasne Lagi Hai Yeh Duniya
Ghamoon Mein Sulagne Lagi Hai Yeh Duniya
Yeh Ashkoon Se Daman Bhegoae Huwe Hain
Takhaiyoul Ki Duniya Mein Khoae Huwe Hain
Yahaan Maa Se Bache Juda Ho Rahe Hein
Yahaan Bhai Bhai Becharne Lage Hein
Yahaan Khoon Hota Hain Insaaniyat Ka
Yahaan Katal Hota Hai Lachariyat Ka
Yeh Apni Ana Mein Piroae Huwe Hain
Takhaiyoul Ki Duniya Mein Khoae Huwe Hain
Kahaan Ja K Shabbir Duniya Basaein
Jahaan Dil K Zakhmoon Pe Marham Lagaein
Yahaan Chaar Soo Hai Ghamoon Ka Andhera
Kahaan Ja K Chahat Ki Shamma Jalaein
Yeh Nafrat Ki Bahoon Mein Booae Huwe Hai
Takhaiyoul Ki Duniya Mein Khoae Huwe Hain
shabbir manzir
Copy
Agaaz-e-Safar
Nikla Tha Jin K Saath Mein Agaaz-E-Safar Pe
Woh Loog Mujhe Choor K Jane Kidhar Gaae
Kuch Door Talak Saath Nibhane Ka Hi Keh Kar
Bas Chand Hi Kadmoon Pe Woh Jane Kidhar Gaae
Woh Loog Maseeha The Mere Unse Kya Gila
Qismat Meri Kharab Thi Jane Kidhar Gaae
Dekho Zara Shabbir Meri Saadgi K Mein
Ab Bhi Ussi Jagah Hun Woh Jane Kidhar Gaae
shabbir manzir
Copy
Mere Hanste Huway Chehre Ko
Mere Hanste Huway Chehre Ko Na Dekhoo Shabbir
Meri Muskaan Mere Dard Bayaan Karti Hein
Yunto Khush Rehte Hein Mehfil Mein Magar Ratoon Ko
Rooz Ankhein Meri Ashqoon Se Saja Karti Hein
shabbir manzir
Copy
Khuda Khair Kare
Gir Gai Haath Se Tasveer Khuda Khair Kare
Rooth Jaae Na Yeh Taqdeer Khuda Khair Kare
Raat Ko Khuwaab Mein Takta Hoon K Dasht-E-Karbal
Ban Gai Hai Meri Jageer Khuda Khair Kare
Jis Pe Tameer Hai Ek Ranjh Bhara Kashana
Aur Mere Paaon Mein Zanjeer Khuda Khair Kare
Koi Humdard Wahein Hai Na Maseeha Apne
Kho Gaae Waqat Mein Woh Meer Khuda Khair Kare
Is Kadar Ghoor Andhera Tha K Zahir Na Hui
Mujhpe Umeed Ki Tanveer Khuda Khair Kare
Hoon Pareshan K Shabbir Koi Batlaae
Kya Hai Is Khuwaab Ki Tabeer Khuda Khair Kare
Shabbir manzir
Copy
Load More
Famous Poets
Mirza Ghalib
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
Faiz Ahmed Faiz
Munir Niazi
Jaun Elia
Gulzar
Tahzeeb Hafi
Ali Zaryoun
View More Poets