Sufi Tabassum Poetry, Ghazals & Shayari
Sufi Tabassum Poetry allows readers to express their inner feelings with the help of beautiful poetry. Sufi Tabassum shayari and ghazals is popular among people who love to read good poems. You can read 2 and 4 lines Poetry and download Sufi Tabassum poetry images can easily share it with your loved ones including your friends and family members. Up till, several books have been written on Sufi Tabassum Shayari. Urdu Ghazal readers have their own choice or preference and here you can read Sufi Tabassum poetry in Urdu & English from different categories.
- LATEST POETRY
- اردو
Jab Bhi Do Ansu Nikal Kar Rah Gaye Jab Bhii Do Aa.Nsuu Nikal Kar Rah Gaye
Dard Ke Unavaa.N Badal Kar Rah Gaye
Kitanii Fariyaade.N Labo.N Par Ruk Ga_Ii.N
Kitane Ashk Aaho.N Me.N Dhal Kar Rah Gaye
Rukh Badal Jaataa Merii Taqadiir Kaa
Aap Hii Tevar Badal Kar Rah Gaye
Khul Ke Rone Kii Tamannaa Thii Hame.N
Ek Do Aa.Nsuu Nikal Kar Rah Gaye
Zindagii Bhar Saath Denaa Thaa Jinhe.N
Do Qadam Ham_Raah Chal Kar Rah Gaye
Tere Andaaz-E-Tabassum Kaa Fusuu.N
Haadise Pahaluu Badal Kar Rah Gaye Ali
Dard Ke Unavaa.N Badal Kar Rah Gaye
Kitanii Fariyaade.N Labo.N Par Ruk Ga_Ii.N
Kitane Ashk Aaho.N Me.N Dhal Kar Rah Gaye
Rukh Badal Jaataa Merii Taqadiir Kaa
Aap Hii Tevar Badal Kar Rah Gaye
Khul Ke Rone Kii Tamannaa Thii Hame.N
Ek Do Aa.Nsuu Nikal Kar Rah Gaye
Zindagii Bhar Saath Denaa Thaa Jinhe.N
Do Qadam Ham_Raah Chal Kar Rah Gaye
Tere Andaaz-E-Tabassum Kaa Fusuu.N
Haadise Pahaluu Badal Kar Rah Gaye Ali
Jaane Kis Ki Thi Khata Yaad Nahin Jaane Kis Ki Thi Khata Yaad Nahin
Hum Hue Kaise Juda Yaad Nahin
Jaane Kya Yaad Hai Kya Yaad Nahin
Tu Meri Jaan-E-Tamanna Thi Kabhi
Roz Dohraate The Afsana-E-Dil
Ek Shoala Sa Utha Tha Dil Men
Hum Bhi The Teri Tarah Aawara
Kis Tarah Bhul Gaya Yaad Nahin
Kya Tujhe Baad-E-Saba Yaad Nahin
Ek Naghma Sa Suna Tha Maine
Haal-E-Dil Kaise Tabassum Ho Bayan
Jaane Kis Ki Thi Sada Yaad Nahin
Ek Faqat Yaad Hai Jaana Un Ka
Kaun Tha Shoala-Nawa Yaad Nahin
Ai Meri Jaan-E-Wafa Yaad Nahin
Aur Kuchh Is Ke Siwa Yaad Nahin
Tair-E-Naghma-Sara Yaad Nahin
Hum Bhi The Teri Nawaon Men Sharik Mehran
Hum Hue Kaise Juda Yaad Nahin
Jaane Kya Yaad Hai Kya Yaad Nahin
Tu Meri Jaan-E-Tamanna Thi Kabhi
Roz Dohraate The Afsana-E-Dil
Ek Shoala Sa Utha Tha Dil Men
Hum Bhi The Teri Tarah Aawara
Kis Tarah Bhul Gaya Yaad Nahin
Kya Tujhe Baad-E-Saba Yaad Nahin
Ek Naghma Sa Suna Tha Maine
Haal-E-Dil Kaise Tabassum Ho Bayan
Jaane Kis Ki Thi Sada Yaad Nahin
Ek Faqat Yaad Hai Jaana Un Ka
Kaun Tha Shoala-Nawa Yaad Nahin
Ai Meri Jaan-E-Wafa Yaad Nahin
Aur Kuchh Is Ke Siwa Yaad Nahin
Tair-E-Naghma-Sara Yaad Nahin
Hum Bhi The Teri Nawaon Men Sharik Mehran
Is Aalam-E-Viran Men Kya Anjuman-Arai Is Aalam-E-Viran Men Kya Anjuman-Arai
Do Roz Ki Mahfil Hai Ek Umr Ki Tanhai
In Madh-Bhari Aaankhon Men Kya Sehr Tabassum Tha
Tasnim Ki Lahron Men Firdaus Ki Ranai
Jis Samt Nazar Utthi Aawaz Teri Aai
Wo Mast Nigahen Hain Ya Wajd Men Raqsan Hai
Auron Ki Mohabbat Ke Dohrae Hain Afsane
Baat Apni Mohabbat Ki Honton Pe Nahin Aai
Nazron Men Mohabbat Ki Duniya Hi Simat Aai
Ek Naz Bhare Dil Men Ye Ishq Ka Hangama
Kuchh Husn Men Be-Tabi Kuchh Ishq Men Zebai
Afsun-E-Tamanna Se Bedar Hui Aakhir
Ek Gosha-E-Khalwat Men Ye Dasht Ki Pahnai
Phaili Hain Fazaon Men Is Tarah Teri Yaaden Kashif
Do Roz Ki Mahfil Hai Ek Umr Ki Tanhai
In Madh-Bhari Aaankhon Men Kya Sehr Tabassum Tha
Tasnim Ki Lahron Men Firdaus Ki Ranai
Jis Samt Nazar Utthi Aawaz Teri Aai
Wo Mast Nigahen Hain Ya Wajd Men Raqsan Hai
Auron Ki Mohabbat Ke Dohrae Hain Afsane
Baat Apni Mohabbat Ki Honton Pe Nahin Aai
Nazron Men Mohabbat Ki Duniya Hi Simat Aai
Ek Naz Bhare Dil Men Ye Ishq Ka Hangama
Kuchh Husn Men Be-Tabi Kuchh Ishq Men Zebai
Afsun-E-Tamanna Se Bedar Hui Aakhir
Ek Gosha-E-Khalwat Men Ye Dasht Ki Pahnai
Phaili Hain Fazaon Men Is Tarah Teri Yaaden Kashif
آنکھیں کھلی تھیں سب کی کوئی دیکھتا نہ تھا آنکھیں کھلی تھیں سب کی کوئی دیکھتا نہ تھا
اپنے سوا کسی کا کوئی آشنا نہ تھا
یوں کھو گیا تھا حسن ہجوم نگاہ میں
اہل نظر کو اپنی نظر کا پتا نہ تھا
دھندلا گئے تھے نقش محبت کچھ اس طرح
پہچانتی تھی آنکھ تو دل مانتا نہ تھا
تم پاس تھے تمہیں تو ہوئی ہوگی کچھ خبر
اتنا تو اپنا شیشۂ دل بے صدا نہ تھا
کچھ لوگ تھے جنہیں یہ سعادت ہوئی نصیب
ورنہ یہاں کسے سر مہر و وفا نہ تھا
ہر سمت ہو رہا تھا اندھیروں کا ازدحام
شب کٹ چکی تھی اور سویرا ہوا نہ تھا
کیا کیا فراغتیں تھیں تبسمؔ ہمیں کہ جب
دل پر کسی کی یاد کا سایہ پڑا نہ تھا aftab
اپنے سوا کسی کا کوئی آشنا نہ تھا
یوں کھو گیا تھا حسن ہجوم نگاہ میں
اہل نظر کو اپنی نظر کا پتا نہ تھا
دھندلا گئے تھے نقش محبت کچھ اس طرح
پہچانتی تھی آنکھ تو دل مانتا نہ تھا
تم پاس تھے تمہیں تو ہوئی ہوگی کچھ خبر
اتنا تو اپنا شیشۂ دل بے صدا نہ تھا
کچھ لوگ تھے جنہیں یہ سعادت ہوئی نصیب
ورنہ یہاں کسے سر مہر و وفا نہ تھا
ہر سمت ہو رہا تھا اندھیروں کا ازدحام
شب کٹ چکی تھی اور سویرا ہوا نہ تھا
کیا کیا فراغتیں تھیں تبسمؔ ہمیں کہ جب
دل پر کسی کی یاد کا سایہ پڑا نہ تھا aftab
Poetry Images
Sufi Tabassum Poetry in Urdu
Sufi Tabassum Poetry – The one who did so much to promote Urdu Poetry Sufi Tabassum gained popularity due to several national songs’ lyrics. He was a famous poet, who did poetry in Urdu, Persian and Punjabi languages. He was not just a poet but a great critic, commentator of various subjects. His pen name was “Tabassum”. His ghazal ‘So Bhar Chamman Mehka, So Bar Bahar Ayi’ is remarkable at best. He translated many Mirza Ghalib Persian poems in Punjabi. He wrote many patriotic songs during Indo-Pak war that was sung by Madam Noor Jahan, the most famous one is Ay Puttar Hattan Tay Nein Wikdey. He wrote several books for children include Jhoolne, Suno Gap Shap, Tol Matol and Tot Batot. Well-renowned Sufi Tabassum Poems includes Zauq-e-Wafa Nahi and Wafa Ki Na Sahi Ye Bhi Yaad Hai.
You can find great collection of Sufi Tabassum Ghazals and Sufi Tabassum Poetry available online on HamariWeb. You can read, post or submit Sufi Tabassum Poetry with your love ones. You can also share famous Sufi Tabassum Shers to your friends at anytime on our website.
You can find great collection of Sufi Tabassum Ghazals and Sufi Tabassum Poetry available online on HamariWeb. You can read, post or submit Sufi Tabassum Poetry with your love ones. You can also share famous Sufi Tabassum Shers to your friends at anytime on our website.