✕
Poetry
Famous Poets
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
More Poets
Poetry Categories
Love Poetry
Sad Poetry
Friendship Poetry
Islamic Poetry
Punjabi Poetry
More Categories
Poetry SMS
Poetry Images
Tags
Poetry Videos
Featured Poets
Post your Poetry
News
Business
Mobile
Articles
Islam
Names
Health
Shop
More
WOMEN
AUTOS
ENews
Recipes
Poetries
Results
Videos
Directory
Photos
Business & Finance
Education News
Add Poetry
Home
LOVE POETRY
SAD POETRY
FAMOUS POETS
POETRY IMAGES
POETRY VIDEOS
NEWS
ARTICLES
MORE ON POETRY
Home
Urdu Poetry
Featured Poets
Syed Hafeez Ur Rehman
Search
Add Poetry
Poetries by Syed Hafeez Ur Rehman
تھم سی گئی ہے زندگی
تھم سی گئی ہے زندگی ایسے
جسم میں باقی نا ہو جان جیسے
اکھڑا اکھڑا سا رہتا ہوں میں خود سے
دِل میں باقی نا ہو کوئی اَرْمان جیسے
شاید کے اب مر جاؤنگا میں
شمع کے لیے جل جاتا ہے پروانہ جیسے
Syed Hafeez Ur Rehman
Copy
Halat Kese Hen!!!!
Kia Btaon Tumhe K Mere Shab O Roz Kese Hen
Ye Mera Dil Kesa He, Ye Mizaj Kese Hen
Ktni He Muhabbt Or Tmanna He Kia
Kia Btaon Tumhe Ab Halat Kese Hen
Tot Kr Ab Bikhr Chuka Hn Dil He Reza Reza
Kia Jano Tum K Mere Dil K Hal Kese Hen
Syed Hafeez Ur Rehman
Copy
Shyed Mjhse Koi Khata Hoi He
Shyed Mjhse Koi Khata Hoi He
K Sari Jhan Hi Mjhse Khfa Hoi He
Syed Hafeez Ur Rehman
Copy
Hai Bs Wohi
Meri Zat To He Kuch Nhi
Jo Kuch He Mera Bs Wohi
Ho Wo Nhi To Kuch Nhi
Asman Zamin Na Admi
Chamkte Sitare Or Roshni
Uske Hukum K Bina Hen Kuch Nhi
Meri Khwahish To Har Pal Brhti Rhi
Pore Krta Rha To Bs Wohi
Har Betha Me Jb Taqdeer Se
Yad Aya Mjhe Phr Bs Wohi
He Wo Rehman Or Raheem Bhi
Musavvir Qavi Or Azeez Bhi
Uski Rifa'at O Midhat Krn Kia Bhla
Uski Sift To He Al Azeem Bhi
Syed Hafeez Ur Rehman
Copy
Ghafil Hon Me
Maqsad E Zindagi Se Ghafil Hon Me
Apne Mutfil Ka Magr Kafil Hon Me
Logon Ne Smjha Bra Nafsil Hon Me
Per Na Jane Koi Bra Mutghfil Hon Me
Syed Hafeez Ur Rehman
Copy
Murjha Sa Gaya
Pukara Jo Aj Ksi Ne, To Ghbra Gya
Mur Kr Jo Dekha, To Tharra Gya
Unki Baten Then Yaden Then Or Wade Bhi
Unki Ankhon Me Dekha To Larz Sa Gya
Me Tha Kis Mur Per Khra Ab Nehal
Ye Soch Kr Hi Dil Murjha Gya
Syed Hafeez Ur Rehman
Copy
Mjhe Yad He Mera Ek Sapna
Mjhe Yad He Mera Ek Sapna Bhi Tha
Safr-E-Zindagi Me Koi Apna Bhi Tha
Bikhrta Gya Me Zindagi Ki Bheer Me
Bhol Betha K Piche Murna Bhi Tha
Syed Hafeez Ur Rehman
Copy
Shramsaar Hon
Me Ghamon Ki Zanjeeron Me Girftar Hon
Janta Hn, Szaon Ka Bhi Haqdar Hon
Nhi Muflis, Bra Hi Nadar Hon
Ab To Khushion Se Bhi Hamkinar Hon
Ishq Me Jo Hoi Thi Ghflat Mjhse
Hr Gunah Per Apne Shramsaar Hon
Syed Hafeez Ur Rehman
Copy
Bra Kamsin Wo
Muhabbat Ki Wadi Me Gum He Wo
Zmane Se Bekhbr Or Gumsun He Wo
Bewfai Ka Mtlab Bhi Na Jane Wo
Ishq Se Bra Hi Muhsin He Wo
Anjan He Wo Anjam E Ishq Se Nehal
Q Ke Ishq Me Bra Kamsin Wo
Syed Hafeez Ur Rehman
Copy
Muntazir Hon..
Me Khud Se Hi Zra Sa Muntashir Hon
K Ab Bhi Usi Ka Me Muntazir Hon
Me Usko Bhol Jaon, Nhi Mumkin Zmane Me
Ada-E-Muhabbat Me Bhi Zra Sa Munfarid Hon
Meri Ankhen Ab Bhi Tere Hi Deed Ko Tarsen
K Teri Yadon Se Ab Bhi Me Munsalik Hon
Syed Hafeez Ur Rehman
Copy
Guman Tha uska
Palat Kr Bhi Na Dekha Usne
Kia Kamal-E-Zarf Tha Uska
Use Bhi Thi Gham-E-Judai?
Ya Yhi Arman Tha Uska?
Bs Yhi Sochta Rehta He Ab Nehal,
Wo Tha Sang Ya Bs Guman Tha Uska?
Syed Hafeez Ur Rehman
Copy
Sukoon-e-Dil
Saya-E-Shajar Me Na Muhabbat-E-Bashar Me Mila
Sukoon-E-Dil Jo Namaz-E-Fajar Me Mila
Me Bhatka Buhat Talash-E-Rizq Me Nagar Nagar
Mgr Jab Haar Betha To Rizq-E-Lazawal Mila
Mhafiz Dhonda Buhat Hifazt-E-Mal O Zar K Lye
Mgr Taskeen-E-Edil Mjhko Ada-E-Zakat Se Mila
Mjhe Raton Ki Nind Phr Bhi Meyassr Na Thi Nehal
Mgr Jb Skoon-E-Dil Mila To Zikr-E-Allah Se Mila
Syed Hafeez Ur Rehman
Copy
Khawb Tha
Me Ji Rha Tha Jis Me, Wo Khwb Tha
Ek Mehal Mera Usme Lajwab Tha
Us Mehal Me Yar Bhi Ek Be Misal Tha
Khushion Ka Silsila Bhi Lazawal Tha
Achanak! Kr Dia Mjhe Bedar Ksi Ne
Haqiqat? Kuch Nhi Bs, Wo Ek Khwab Tha
Ab Roz Hi Krta He Nehal Sone Ki Chahat
K Us Khwb K Bina Uska Jeena Muhaal Tha
Syed Hafeez Ur Rehman
Copy
Ab Bhi Umeed Hai!
Ek Umr Beet Gai He Ksi K Intzar Me
Toot K Bikhr Gya Hn Ksi K Pyar Me
Din Guzr Rhe Hen Bs Usi Ki Yad Me
Jese Dia Jal Rha Ho Prwane Ki As Me
Yadon Ki Nagri Me, Kbhi Rehta Hn Khawb Me
Bnaya He Ek Jannat Usi Ki Yad Me
Shyd Kabhi To Hogi Subh Mere Pyar Ki
Jala Rha Hn Hr Dia Bs Isi Aas Me
Syed Hafeez Ur Rehman
Copy
Majbur Hon
Majbur Hon Me Insan Hon Jo Tehra
He Tere Gird Ye Taqdeer Ka Jo Pehra
Hoti Jo Gird Tere Aag Ki Nadi To
Me Dob Jata Us Me Bn Jata Khak Mera
Lehron Ki Tlatum Me Pata Kbhi Jo Sahil
Lipat Jata Me Tujh Se Pata Jo Aks Tera
Syed Hafeez Ur Rehman
Copy
Fryad-e-Mazur Muslim
Suno! Aey Betul Muqaddas K Pak Beton Tum
Kabhi Bhi Jhukna Nhi Zulm K Age Tum
Tlabgar-E-Shahdat To Hen Mere Aqa(S.A.W) Khud
Tumhare Dar P Ati He Ye Shahadat-E-Uzma Khud
Gr Tum Shahdat Paoge Dedar-E-Khuda Ko Paoge
Milengi Majabeen Aesi K Jis Me Kho Jaoge Tum
Wo Methi Shahdat Ab Tumhari Muntazir He Dekho
Tum Is K Muntazir Rehna Kabhi Bhi Tum Nhi Jhukna
Tumhare Sang Hen Ab To Farishton Ki Qitaren Bhi
Ummat-E-Muhammadi(S.A.W) Ki Aahen Or Pukaren Bhi
Syed Hafeez Ur Rehman
Copy
Aap Ki Rukhsar
Aap Ki Rukhsar Bhi To Manind-E-Gulab Hai
Jese Arsh Per Chmakta Wo Mehtab Hai
Us Ki Deedar Ko Dil Bhi Betab Hai
Jese Husn Ki Likhi Hoi Wo Kitab Hai
Syed Hafeez Ur Rehman
Copy
Tere Honton Ko Tshbeeh
Tere Honton Ko Tshbeeh Mai Don Kia Bhla?
Paryon, Komal Ki Misalen Hen Purani Zra
Dekh Kr Ye Ab Nehal Heran He Bara
Jese Unme Ho Horon Ka Kuch Aks Sa
Syed Hafeez Ur Rehman
Copy
Khushi Se Sarshar
Jage Hen Dil Me Kai Arman Abhi
Mera Dil He Khushi Se Sarshar Abhi
Kash! K Ye Lmha Tham Jae Nehal
Mere Sang He Mera Ghamkhwar Abhi
Syed Hafeez Ur Rehman
Copy
Kami Nhi Thi
Hujom-E-Yar Thi Ird Gird Kami Nhi Thi
Muhabbat Ki Lehren Bhi To Thami Nhi Then
Ab K Jo Gham-E-Yar Me Roya Hen Nehal
Ansoun Ki Qitaren Then Kami Nhi Thi
Syed Hafeez Ur Rehman
Copy
Load More
Famous Poets
Mirza Ghalib
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
Faiz Ahmed Faiz
Munir Niazi
Jaun Elia
Gulzar
Tahzeeb Hafi
Ali Zaryoun
View More Poets