✕
Poetry
Famous Poets
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
More Poets
Poetry Categories
Love Poetry
Sad Poetry
Friendship Poetry
Islamic Poetry
Punjabi Poetry
More Categories
Poetry SMS
Poetry Images
Tags
Poetry Videos
Featured Poets
Post your Poetry
News
Business
Mobile
Articles
Islam
Names
Health
Shop
More
WOMEN
AUTOS
ENews
Recipes
Poetries
Results
Videos
Directory
Photos
Business & Finance
Education News
Add Poetry
Home
LOVE POETRY
SAD POETRY
FAMOUS POETS
POETRY IMAGES
POETRY VIDEOS
NEWS
ARTICLES
MORE ON POETRY
Home
Urdu Poetry
Featured Poets
Rehman Ullah
Search
Add Poetry
Poetries by Rehman Ullah
Farmayesh
Sheher Chorney Se Pehley
Faqat Itna Hi Kaha Uss Ne
Ho Sakey To Muje Bhool Jana
Wo Chala Gaya
Aor Main Dekhta Raha
Aor Sochta Raha
K Kesey Bhoolonga Main
Uss Ki Baton Ko
Uss Ki Yaado Ko
Saath Bitaye Huey
Unn Lamhon Ko
Rangeen Shamon Ko
Saath Nibhaney Ki
Jhooti Qasmon Ko
Jhootey Wadon Ko
Main Kesey Bhool Pawoonga
Magar Uss Ki Farmayesh Ko
Dili Khawhish Ko
Pehley Kab Tala Tha
Jo Ab Main Taal Pata
So Main Bhool Gaya
Sab Bhool Gaya
Usse Bhoolna Mumkin Na Ta
Main Khud Ko He Bhool Gaya
Tabrez Khan
Copy
Dasht
Woh Shehr-E-Dil Jisey
Khabhi Tum Ne Abad Kia Ta
Ab Terey Janey K Baad
Weeran Para Hai
Ik Dasht Ka Saman Hai
Aor Iss Dasht Main
Teri Yaad K Teeley Hain
Jo K Khayal Ki Hawa K Sath
Idher Se Udher Hotey Rehtey Hain
Ajab Si Khushk Sali Hai
K Dil K Behlaney Ko
Koi Sarab B Nahin Milta
K Zindagi Rooth Gayee Ho Jesey
Magar Ik Mohoom Si Umeed Abhee Baqi Hai
K Shaid Kisi Roz
Teri Aamad Ki Ghata Chah Jaye
Aor Terey Qadmon Ki
Tip Tip Se
Jhal Thal Ho Jaye
Aor Yeh Sehra
Phir Se Marghzar Ho Jaye
Phir Se Zindagi Lot Aaye
Phir Se Yeh Sheher Abad Ho Jaye
Tabrez Khan
Copy
وقت ملن رخ پہ ترے جو مسکراہٹ ہوتی ہے
وقت ملن رخ پہ ترے جو مسکراہٹ ہوتی ہے
دیکھ کر اسے دور مری میلوں کی تھکاوٹ ہوتی ہے
ملتے ہیں دل جہاں باہم خلوص ہوتا ہے
ٹوٹتے ہیں رشتے جہاں جذبوں میں ملاوٹ ہوتی ہے
رکھا ہے در کھلا کہ شاید تو لوٹ آئے
چونک اٹھتے ہیں ذرا سی جو آہٹ ہوتی ہے
کچھ کمال نہیں مرا اسمیں کسی کی دعا کا اثر ہے
دور مرے رستے سے یہ جو ہر رکاوٹ ہوتی ہے
وہ ساتھ تھا تو زمانے سے بھی پیار تھا ہم کو
تبریز وہ گیا تو خود سے بھی اکتاہٹ ہوتی ہے
Tabrez Khan
Copy
Chahat Unn Ki Hum Dil Main Chaupaye Phirtey Hain
Chahat Unn Ki Hum Dil Main Chupaye Pirtey Hain
Aik Khushboo Si Sanson Main Basaye Phirtey Hain
Dil Main Paida Ho Deed Ki Khwahish Kionkar
Aks Unn Ka Jo Ankho Main Sajaye Phirtey Hain
Kisi K Qadmon Ki Chaap Sunayee Deti Hai
Raste Peh Iss Liye Kaan Lagaye Phirtey Hain
Adawaton Ke Iss Shehr Main Har Soo Andehra Hai
Chalo Yaro Ulfaton K Diye Jalaye Phirtey Hain
Jin Ki Sung Bari Se Huee Moat Meri Tabrez,
Wahee Haat Aaj Janaza Mera Uthaye Phirtey Hain
Rehman Ullah
Copy
Load More
Famous Poets
Mirza Ghalib
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
Faiz Ahmed Faiz
Munir Niazi
Jaun Elia
Gulzar
Tahzeeb Hafi
Ali Zaryoun
View More Poets