Naa Jaane Kya Hame Aansu Bahana Nahi Aata
Naa Jane Kyu Haal-E Dil Batana Nahi Aata
Kyu Dost Bichar Gayi Humse
Shayad Hame Hi Sathnibana Nahi Aata
Kahi Andhere To Kahi Sham Hogi
Meri Har Khushi Dosti Ki Nam Hogi
Kuch Mang Ke To Dekho Dost
Hontope Hasi Aur Hateli Pe Jan Hogi
Dosti Sacchi Ho To Wagt Rukh Jata Hai
Assma Jitne Ucha Ho Magar Jhuk Jata Hai
Dosti Me Dunia Lahkbane Rukawat
Dost Saccha Ho To Khud Bhi Jhuk Jata Hai
Sitaran Ke Aage Bhi Koi Jahan Hoga
Jo Na Dekho Kabi Wo Sama Hoga
Us Jahan Ke Sare Hasin Nazaro Ko Kasam
Aap Se Hasin Dost Dusra Kahan Hoga
Sabhi Ko Sab Kuch Nahi Milta
Nadi Ki Har Lahar Ko Sahil Nahi Milta
Ye Dil Walon Ki Duniya He Dost
Kisi Se Dil Hani Milta To Koi Dil Se Nahi Milta
Aisa Nahi Ki Aapki Yaad Aati Nahi
Khata Itni Hain Ki Hum Batate Nahi
Dosti Aapke Anmol Hain Hamara Liye
Samajhte Ho Aap Isliye Jatate Nahi
Har Nazar Ko Ek Nazaar Ki Tallash Hai,
Har Chare Me Kuch To Ahsaas Hai,
Hum Aapse Dosti Yuhi Nahi Karbaithe,
Kya Kare Hamari Pasand Hi Kuch Khas Hai
Na Sathi Na Humsafar Hai Koi,
Na Kisike Hum Na Hamara Hai Koi,
Par Aapko Dekh Ke Kehe Sakate Hai
Ek Pyara Sa Dost Hamara Bhi Hai Koi