✕
Poetry
Famous Poets
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
More Poets
Poetry Categories
Love Poetry
Sad Poetry
Friendship Poetry
Islamic Poetry
Punjabi Poetry
More Categories
Poetry SMS
Poetry Images
Tags
Poetry Videos
Featured Poets
Post your Poetry
News
Business
Mobile
Articles
Islam
Names
Health
Shop
More
WOMEN
AUTOS
ENews
Recipes
Poetries
Results
Videos
Directory
Photos
Business & Finance
Education News
Add Poetry
Home
LOVE POETRY
SAD POETRY
FAMOUS POETS
POETRY IMAGES
POETRY VIDEOS
NEWS
ARTICLES
MORE ON POETRY
Home
Urdu Poetry
Featured Poets
Umair
Search
Add Poetry
Poetries by Umair
Kaisay
Toot Jay Na Bahram Hont Hilaon Kaisay
Haal Jaisa B Ha Logon Ko Sunaon Kaisay
Us Ki Surat He Meri Aankhon Ka Sarmaya Ha
Us K Chehray Se Nigahoon Ko Hataoon Kaisay
Wo Rulata Ha Rulaye Mujhe Jee Bhar K
Meri Aankh Ha Wo Main Us Ko Rulaoon Kaisay
Umair
Copy
Yaad
Shikwa Kisi Ka Na Faryad Kisi Ki
Honi Teh Yun He Zindagi Barbad Kisi Ki
Ehsas Mita Kasak Miti Mit Gaain Umeedain
Sab Mit Gaya Par Na Miti Yaad Kisi Ki
Umair
Copy
Seekh Raha Hoon
Tanha Rahna Seekh Raha Hoon
Mar K Jeena Seekh Raha Hoon
Maang K Paana Seekh Liya Ha
Pa K Khona Seekh Raha Hoon
Sabar K Zaad_E_Raah Bana Kr
Kanch Peh Chalna Seekh Raha Hoon
Phirte Phirte Sehra Sehra
Pyas Ko Peena Seekh Raha Hoon
Ajab Hain Jeenay K Taqazay
Zinda Rahna Seekh Raha Hoon
Umair
Copy
Mohabbat He Nai Teh
Eik Wo Faqat Roth Jane K Liye Tah
Aur Main K Usay Roz Manane K Liye Tah
Hum Jis Ki Tamanna Main Hoe Tark_E_Dunya
Wo Shaks Kisi Aur Zamanay K Liye Tah
Gairon K Liye Tum Ne Jise Tor Diya Tah
Wo Ehad_E_Rafaqat To Nibahane K Liye Tah
Har Bar Wo Dohnay Se Numayan He Hoa Ha
Eik Dagh Jo Is Dil Se Mitane K Liye Tah
Us Ko To Kabi Mujh Se Mohabbat He Nai Teh
Ye Khail To Dunya Ko Dikhane K Liye Tah
Umair
Copy
زندگی
Ghuti Ghuti C Hain Saansain Nafs Nafs Bojhal
Ye Zindagi Ha Keh Jalta Howa Koi Jungle
Main Sath Sath Liye Phir Raha Hoon Moodat Se
Odas Odas Jawani Bujah Bujah Sa Kanwal
Ye Kis Dorahay Pe Chorah Ha Zindagi Ne Mujhay
Guzar Raha Ha Bari Kash Makash Main Aik Aik Pal
Abi Se Dil Kay Andheroon Ko Roo Raha Hoon Main
Abi To Chahain Gay Aur Surmaie Badal
Mujhay Bas Itna Bata Dy K Mai Kidhar Jaoon
Mere Qarib Na Aa Mere Sath Sath To Chal
Mai Apne Ghum Ka Fasana Suna To Doon Layqin
Na Choot Jay Kahin Tere Ankh Ka Kajal
Umair
Copy
Rotay Rotay
Katay Gi Ab Ye Zindagi Rotay Rotay
Yeh Kah Kar Gae Ha Khushi Rotay Rotay
Ghum_E_Dastan Apne Ashkoon Se Likh Kar
Sar Bazam Hum Ne Perhi Rotay Rotay
Ye Socha Nahi Tah Kabi Zindagi Main
Keh Rothay Ge Hum Se Hansi Rotay Rotay
Pareshan Hoe Chand Taray Falak Per
Yoon Rukhsat Hoe Chandni Rotay Rotay
Hameshah Ki Neend Ne Bay Wafai
Jo Orah Kafan Aa Gae Rotay Rotay
Umair
Copy
Load More
Famous Poets
Mirza Ghalib
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
Faiz Ahmed Faiz
Munir Niazi
Jaun Elia
Gulzar
Tahzeeb Hafi
Ali Zaryoun
View More Poets