✕
Poetry
Famous Poets
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
More Poets
Poetry Categories
Love Poetry
Sad Poetry
Friendship Poetry
Islamic Poetry
Punjabi Poetry
More Categories
Poetry SMS
Poetry Images
Tags
Poetry Videos
Featured Poets
Post your Poetry
News
Business
Mobile
Articles
Islam
Names
Health
Shop
More
WOMEN
AUTOS
ENews
Recipes
Poetries
Results
Videos
Directory
Photos
Business & Finance
Education News
Add Poetry
Home
LOVE POETRY
SAD POETRY
FAMOUS POETS
POETRY IMAGES
POETRY VIDEOS
NEWS
ARTICLES
MORE ON POETRY
Home
Urdu Poetry
Featured Poets
ume aymen
Search
Add Poetry
Poetries by ume aymen
Jab Kbi Teri Yadoo Sy Nazree Main Millati Hu
Raat Ki Tanhai Main
Khaboo Ki Gehrai Main
Aansu Kbi BAHATI Hu
Teri Surat Yaad Kar K Main
Kbi Khud Hi Muskurati Hu
Jab Kbi Teri Yadoo Sy
Nazree Main Millati Hu..
Tum Kbi Aao Gy Phr
Muj Ko Kbi Sataoo Gy Phr
Jab Main Ruth Jaoo Gi
Muj Ko Tm Manaoo Gy Phr
Is Hasee Khayal Sy
Tanhai Apni Main Sajati Hu
Jab Kbi Teri Yadoo Sy
Nazree Main Millati Hu
Dill K Is Wyraany Main
Muhabbat K Is Fasany Main
Duniyaa Sy Chupa K Tuj Ko
Dil M Main Basaati Hu
Jab Kbi Teri Yadoo Sy
Nazree Main Millati Hu
Chor Do Gy Sari Rasmee
Tor Do Gy Sari Kasmain
Khubsuraat Is Khayal Ki Janib
Qadam Main Brhati Hu
Jab Kbi Teri Yadoo Sy
Nazree Main Millati Hu
Tuj Sy Bichar Jany K Baad
Taluq Khatam Ho Jany K Baad
Abi B Teri Aass Main
Deep Main Jalati Hu......
Raat Ki Tanhai Main .
Khaaboo Ki Gehrai Main .....
Jab Kbi Teri Yadoo Sy
Nazree Main Millati Hu
ume aymen
Copy
Kuch Na Raha.........
Arooj E Allam Py Hai Aj Dill Mera
Kehny Ko Kuch Nh Ab Pass Mery
Aashoob E Chasham Sy Nikly Angint Mooti Magar
Bahany Ko Ashk Nh Ab Pass Mery
Adam Mojoodgi Thi Baais E Eztarab Kabhi
Pass Ho Kar Bhi Nh Ab Wo Pass Mery
Ajaab Khaslaat Bana Li Hai Hoor Ah
Sehny Ko Dukh Nh Ab Pass Mery
ume aymen
Copy
Badalty Rishty
Kuch Rishty Bhi Kitny Ajeeb Haty Hain
Dur Ho K Bhi Kitny Qareeb Haty Hai
Apny To Hoty Nh Wo Phir Bhi
Apno Sy Bhi Zyda Aziz Hoty Hain
Pass Reh K Bhi Na Jany Jo Haal E Dill
Ayse Bhi Kuch "Habib" Hoty Hain
Dur Hain To Shayad Bhul Jaae Wo Bhi Hoor
Aahh! Yeh Badalty Mosaam Bhi Kitny Naguzeer Hoty Hain
ume aymen
Copy
Ap K Liye
Dil Chahta Hai Sari Musaraty Mang Lu
Sab Kamiyabiyaa , Tamam Barkaty Mang Lu
Yeh Zindagi Khuaa Ashko M Hi Beh Jay Magar
Apni Sab Khushiyaa B Ap K Naam Mang Lu
Naam O Nisha Bhi Na Ho Ranj O Alam Ka Jis Main
Aysi Zindagi , Aysi Hayat Mang Lu
Firaaq E Shab O Rooz Main Duaa Goo Hai Qalb E Hoor
K Khuda Sy Abaad Tak M Sath Unka Mang Lu
ume aymen
Copy
a littel pray
O My Allah Listen My Pray
Relief From Sorrow
Bless Us With The Gay
Far Away From Wrong Path
Show Me The Right Way
We Recite The Holy Quran
In Our Night And Days
ume aymen
Copy
its just 4 my aim
Tujhe Pany Ki Tamana Ab Ham Nh Kry Gy
Is Zalim Duniyaa Sy Ab Ham Nh Lary Gy
Khatama Hua Maqsad E Zeest Ka Ab To Hoor
Na Ab Rooz Jiey Gy,Na Ab Rooz Mary Gy
ume aymen
Copy
Akhir Phir Q…???
Bhuja K Dill K Chragh Ab
Phir Q Hai Zara Ramak Baki
Sun K Har Jawab Ab
Phir Q Hai Zara Sawal Baki
Ruswa Kr K Har Bat Ab
Phir Q Hai Zara Raaz Baki
Chah K Tark E Taluk Ab
Phir Q Hai Hy Zara Waqt Baki
Guzar Gaae Hazar Tofaan Ab
Phir Q Hai Zra Barq E Taab Baki
Na Hai Koi Tamana Na Arzu HOOR
Akhir Phir Q Hai Zara Khwab Baki
ume aymen
Copy
Najane Kb Peda Hoge Khalus E Niyat Namaz My
Najane Kb Peda Hoge Khalus E Niyat Namaz My Hoor
Lagta Hai Umar He Kat Jae Gi Niyat E Namaz Me
ume aymen
Copy
Ajnabi Log
Manzil Jati Rah M Q A Jate Hai Log
Apna Bana K Tahaa Q Chor Jate Hai Log
Kal Jo Kehte The Wo Waqt Tuje Lota Deen Ge
Phir Ye Waqt Q Bhul Jate Hai Log
ume aymen
Copy
Mere Ashaar
Ashaar Krte Hain Dard E Dill Ki Tarjumani
Ilfaz Nh Ye Jazbat Hain Rohani
ume aymen
Copy
My heart and and ME
‘O MY HEART’ please forget all the things
That are related to him
‘O MY HEART’ please forget all the memories
That are memorized him
Tempted Me to himself
Now he want not return to ME
‘O MY HEART’ please return to GOD
Before he turn to HIM(GOD)
ume aymen
Copy
G Chahta Hai Tera Dedaar Krun
G Chahta Hai Tera Dedaar Krun
G Bhar K Tuje M Pyar Krun
Har Hal M Hoga Sath Tera
Yun Tuj Pe M Itabar Krun
Mita K Alaam M Badil Yaas Ka
Teri Rahmat Ki Bochar Krun
Le K Har Waqt Naam Tera
Apna Emaan M Bedar Krun
Na Jane Kis Adaa Pe Meharbaan Hai Khuda Hoor
Yun Inayat E Khuda Pe M Shukar Hazar Krun
ume aymen
Copy
For Kashmir
Na Jane Kab Andheero Se Nikle Ga Kashmir
Kab Tute Ge Bharat K Zulam Ki Zanjeer
Khuda Bhejhe Koi Qasim,Koi Mahmud,Koi Waleed
JO Badlee Meri Maoo, Behnoo Ki Taqdeer
ume aymen
Copy
Be Wafai
Muje Sahil Py Tanha Chor Gaye
Yoon Ashko M Bhiga Chor Gaye
Meri Hasti Khelti Duniya Ko
Q Matam Bana K Chor Gaye?
Koi Apna B Nh Is Duniyaa M
Sb Apna Bana K Chor Gaye
Kuch Ehtasaab B Nh Un Zalmoo Sy
Q Rishty Bana K Chor Gaye?
Aham B Na To Thy Wo Itny Magar
Phir Q Ham Jinna Chor Gaye
Muje Sahil Py Tanha Chor Gaye
Yoon Ashko M Bhiga Chor Gaye
ume aymen
Copy
Aarz Kia Hai
Ebtada E Ihtaraam Ye Tha K Nazree Milate Hi Nh
Entaha E Ihtaraam Ye Hai K Nazree Hatate Hi Nh
ume aymen
Copy
Dill Kya Kry …….??
Na Mazi,Mazi Raha Na Haal,Haal Raha
Jise Dill Chahe , Wo Janta Nahi Hai
Jise Manna Chahie , Wo Manta Nahi Hai
ume aymen
Copy
Tum Bin
Tum Bin Jina Sikh Lia
Ham Ny Ghamoo Ko Pina Sikh Lia
Tery Anchaal Ki Chaoo Na Milli To Kya
Ham Ny Dhup M Rehna Sikh Lia
Ghalti Thi Hamari Or Khatawaar Tum B
Ham Ny Khataao Ko Jhelna Sikh Lia
Darguzar Karo Khata Or Loot Aao
Ham Ne Laboo Ko Sinaa Sikh Lia
Nahi Rehti Khushi Ab, To Na Rahy
Ham Ny Ghamoo Ko Jina Sikh Lia
Darpeesh Ab Thokareen Hain HOOR To Kya
Ham Ny Duniyaa Se Jitnaa Sikh Lia
Tum Bin Jina Sikh Lia
Ham Ny Ghamoo Ko Pinaa Sikh Lia
ume aymen
Copy
Aye Muhibby Watan
Hiddat Ho Hatoo M Agr Jazboo Ki
TO Pigal Jati Hain ZANGIREE Folad Kia
ume aymen
Copy
Hamesha Ki Judai Poetry
Tu Muj Sy Itni Door Hai Q
Halaat Sy Itni Majboor Hai Q
Aa K Sun Zara Haal E Dill Mera
Kaam M Tu Itni Masroof Hai Q
Saar E Raah Satati Hai Muje Yaade Teri
Un Raahoo Sy Tu Itni Door Hai Q
Dhondta Hai Daar Badar Mera Dill Tuj Ko
NA Jany Itni Mutlashi HOOR Hai Q
ume aymen
Copy
Great Relation
Jazb E Rohaniyaat Hai Khas,Par Koi Ajnabi Na Jaan Paae
Nazar Andaz Huy Ham, K Koi Aanch Na Aan Paae
Tart E Talut Hua Or Haadi Baan Gay HOOR K
Aarzi Hai Y Sath , Par Ham Khud Hi Na Maan Paae
ume aymen
Copy
Load More
Famous Poets
Mirza Ghalib
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
Faiz Ahmed Faiz
Munir Niazi
Jaun Elia
Gulzar
Tahzeeb Hafi
Ali Zaryoun
View More Poets