Wakat
Poet: Amir By: Amir Aziz, KasurMat Kar Nahin Nahin Ye Wakat Ni Nahin Ka, Dos
Tery Is Nahin Nahin Ne Ham Ko Chora Ni Kahin Ka
More Shadi/Marriage Poetry
Dulhan Ke Laal Jode Me Tu Kaisi Lagegi Dulhan Ke Laal Jode Me Tu Kaisi Lagegi
Khawon Me Jaisa Maine Deka Bilkul Vaisi Lagegi
Khubsurat Pari Is Sindar
Gore Honthon Me Mehndi Bhi Badi Gehri Chadegi
Dulhan Ke Laal Jode Me Tu Kaisi Lagegi
… …
Hosh Ud Jayenge Dekhne Walo Ke
Jab Tere Mathe Ki Bindiya Tare Jaisi Lagegi
Jab Tere Hathon Me Chudiya Khankegi
Dulhan Ke Laal Jode Me Tu Kaisi Lagegi
Sajkar Niklegi Tu Ghar Se Bahar
Zamane Ki Nazre Tera Peecha Karenge
Aankhon Me Kajal Lagakar Jaana “Janam”
Isse Tu Buri Najar Se Bachegi
Dulhan Ke Laal Jode Me Tu Kaisi Lagegi
Resham Se Balon Ko Jab Tu Ghunghat Se Dhakegi
Nagin Se Lahrayengi Yeh Julfe
Jab Tu Hole Si Chalegi
Na Reh Paunga Bin Tuje Dekhe
Us Raat Yeh Aankh Kaise Lagegi

Tabasum
Kamaal-E-Zabt Ko Khud Per Bhi Azmaun Gi Kamaal-E-Zabt Ko Khud Per Bhi Azmaun Gi
Main Apne Haath Se Us Ki Dulhan Sajaun Gi
Supurd Kar K Use Chaandni K Haathoon
Main Apne Ghar K Andheron Ko Laut Aun Gi
Badan K Karb Ko Vo Bhi Samajh Na Pai Ga
Main Dil Men Roun Gi Aankhon Mein Muskaraun Gi
Wo Kyaa Gaya K Rafaaqat K Saaray Lutf Gaye
Main Kis Se Roothoon Gi Kise Manaun Gi
Wo Ik Rishta-E-Be Naam Bhi Nahi Lakin
Main Ab Bhi Us K Ishaaron Pe Sar Jhukaun Gi
Bichha Diya Tha Gulabon K Saath Apna Vujood
Wo So K Uthe To Khawabon Ki Raakh Uthaun Gi
Ab Us Ka Fun To Kisi Aur Se Mansoob Ho Gaya
Main Kis Ki Nazm Akele Mein Gun Gunaun Gi
Jawaaz Dhoondh Raha Tha Nai Mohabbat Ka
Wo Keh Raha Tha K Main Us Ko Bhool Jaun

Ashir