Wo Jaan Se Be-Jahan Hokar Jaan Sey To Nahin Nikaly
Ye Teer Apnon Ne Chalay Hain Ghair Ki Kaman Sey To Nahin Nikaly
Wo Samajh Gay Honge Haal Chehery Ki Nzakat Sey
Zer-e-Lab Hai Haqeeqat Lafaz Zuban Sey To Nahin Nikly
Dehleez-e-Sunsaan Pe Jalti Hain Kai Shamayen Inzar-e-Shab Mein
Tere Loat Aany Ke Waham-o-Guman Sey To Nahin Nikaly
Ye Kiya Ke Itraa Ke Uraty Hain Afaq Pe Aaj Ke Insaan
Khulad Sey Nikaly hain Ham Aasman Sey To Nahin Nikaly
Koocha-e-Adam Ahsin Chhora To Dunia Bhi Chhor Dety
Kehty Ho K Mar Gay Magar Is Jahaan Se To Nahin Nikaly