✕
Poetry
Famous Poets
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
More Poets
Poetry Categories
Love Poetry
Sad Poetry
Friendship Poetry
Islamic Poetry
Punjabi Poetry
More Categories
Poetry SMS
Poetry Images
Tags
Poetry Videos
Featured Poets
Post your Poetry
News
Business
Mobile
Articles
Islam
Names
Health
Shop
More
WOMEN
AUTOS
ENews
Recipes
Poetries
Results
Videos
Directory
Photos
Business & Finance
Education News
Add Poetry
Home
LOVE POETRY
SAD POETRY
FAMOUS POETS
POETRY IMAGES
POETRY VIDEOS
NEWS
ARTICLES
MORE ON POETRY
Home
Urdu Poetry
Featured Poets
Zaman Malik
Search
Add Poetry
Poetries by Zaman Malik
Theek Say Batate Bhi Nahi
Unhe Chaha Hain Hum Nay Par Wo Mante Nahi
Kitne Ahem Hain Wo Hamare Leyay Par Wo Jante Nahi
Hath Barhaya Jab Bhi Un Ki Taraf Par Wo Thamte Nahi
Wo Chahte Kia Hain Farooqi Say Par Wo Thek Say Batate Bhi Nahi
zaman farooqi
Copy
Aasman Bhi Ro Parha
Tanha Raat Ko Rote Howay Aasman Ko Apni Dastan E Ghum Suna Raha Tha Farooqi
Jab Rote Rote So Gaya Toh Aasman Bhi Ro Parha
zaman farooqi
Copy
Khawhish
Haath Khaali Aur Dil Ki Khwaish Muhabat Farooqi
Kia Aiy Dil Tujhe Jeene Ka Shoq Nahi Hain
zaman farooqi
Copy
Ab Na Rakhna Umeed Hum Say
Ab Na Rakhna Umeed Hum Say
Ab Hum Na Tum Say Wafa Karain Gain
Beech Raste Par Hi Chor Diya
Ab Hum Na Zindagi Say Daga Karain Gain
Bas Main Nahi Hain Aaj Agar Toh
Hum Kal K Leyay Dua Karain Gain
Agar Yahi Reet Hain Dunya Ki Farooqi
Toh In Rivajo Say Hum Daga Karain Gain
zaman farooqi
Copy
Ek Meri Jaan Hain
Ek Meri Jaan Hain Jo Muj Say Hi Anjan Hain
Baatain Karo Muhabat Ki Toh Ho Jaati Pareshan Hain
Tujhe Main Kia Kaho Jana Tu Keu Itni Nadaan Hain
Tuj Say Naraz Nahi Ho Sakta Keu Tuj Ko Aisa Gumaan Hain
Tu Jan Lay Jana In Rastoh Par Kache Makan Hain
Kahi Hota Hain Ishq Toh Kahi Dil Lagi Ka Ghumsaan Hain
Tere Uljhe Howay Sawalo Par Mayosio Ka Fuqdaan Hain
Tere Dil Grifta Lehje Par Ishq Ka Ruhjaan Hain
Izhaar Kar Doun Jana Ab Har Raste Par Imtihaan Hain
Farooqi Ko Apni Chahat Par Sakoon-O-Itminaan Hain
zaman farooqi
Copy
Dil
Dil Hamesha Un Imaartoh Hi Keu Takmeel Chahta Hain Farooqi
Jin K Mukamal Hone Main Khazaane Darkar Hote Hain
zaman farooqi
Copy
Jo Sapne
Jo Sapne Dikhane Hain Jaagti Aankho Main Dikha Daina Ya Rab
Jo Band Ho Gai Toh Arman Rehy Jaiay Ga
zaman farooqi
Copy
Khushnaseeb
Kushnaseeb Ho Gain Agar Jannat Main Saht Tera Mil Gaya Farooqi
Warna Waha Toh Horo Say Fursat Na Ho Gi Bani Aadam Ko
zaman farooqi
Copy
Tere Jane K Dhar Say
Tere Jane K Dhar Say Main Muhabat Ki Wazahat Nahi Karta Farooqi
Yay Soch Kar Meri Uljhi Sansain Muj Say Sawal Karti Hain
zaman farooqi
Copy
Tumhari Jaan
Tumhari Jaan Jo Jaiy Gi Uss Say Haasil K Sa Farooqi
Yaha Har Roz Lahu Bikta Hain Yay Muhabat Ka Guman Hain
zaman farooqi
Copy
Dukho Say Labraiz Hain
Dukho Say Labraiz Hain Yay Zindagi Farooqi
Intizar Main Aansu Chalak Parhte Hain
Naa Jeete Hain Hum Aur Na Hi Marte Hain
Adhore Sapno Ki Soli Chare Rehte Hain
Farooqi Bayshak Zinda Nazar Araha Hain
Yaha Dunya Main Murdo Ko Kon Pouchte Hain
zaman farooqi
Copy
Farq
Halat-E-Zaar Achi Nahi Aur Shoq Nirale Hain
Aiy Mere Rabba Hum Bhi Teri Dunya K Rehne Wale Hain
Yaha Kuch Logo Ko Bin Mangey Hi Sab Kuch Mil Jata Hain
Aur Ek Hum Hain Tere Banaiay Howay Ek Chehre Par Dil Haray Hain
Oqaat Heysiyat Ka Farq Toh Kab Ka Khatam Ho Gaya Farooqi
Phir In Zamanay Walo Nay Yay Farq Keu Apnaiay Hain
zaman farooqi
Copy
Shama-E-Parwar Sa Chehra
Shama-E-Parwar Sa Chehra Sohnari Jheel Se Aankhain
Rukh-E-Mahatab Se Nazar Dil Hain Jheel Sa Ghehra
Andaaz-E-Guftugo Aisa Labo Par Lafzo Ka Sehraa
Farooqi J Say Qudrat Nay Ek Naqash Hain Baihja
Jaha Say Wo Guzar Jaiay Waha Har Rung Hain Nikhra
Tehar Jaiay Wo Ek Lamhe Ko Waha Wo Waqat Hain Tehra
Wo Kuch Dhoond Raha Tha Shahyd Ek Dhundla Sa Chehra
Mila Jab Wo Farooqi Say Toh Kamosh Tha Kahra
zaman farooqi
Copy
Haq Banta Hain
Mangte Nahi Jab Kabhi Dua Main Yay Jaan Kar Tujhe Aiy Jan-E-Zindagi
Toh Khwab Main Tumhara Aana Zaror Banta Hain
Hum Tumhe Dunya Say Maangne Ki Istitaat Nahi Rakhte
Ek Yay Hi Tareeqa Hain Jis Par Hamara Haq Banta Hain
Khwab Main Aao Toh Chehra Dhanp Kar Aya Karo Aiy Jan-E-Zindagi
Phir Subha Aankho Par Aansuwo Ka Haq Banta Hain
Hum Dono Ek Dosre Ko Chahte Hain Aiy Zaman-E-Waalo
Par Zamana Kahyta Hain K Tuj Par Tere Apno Ka Haq Banta Hain
Rooh K Parwaz Hone Ka Aalam Jaanta Hain Farooqi
Phir Iss Dil Ka Dharkan Par Zara Toh Haq Banta Hain
zaman farooqi
Copy
Koi Umeed
Koi Umeed Tere Milne Ki Ab Baaqi Nahi Hain
Haar Chuke Hain Zindagi Himmat Ab Baaqi Nahi Hain
Ab Aankho Main Aansu Bhi Ab Baaqi Nahi Hain
Farooqi Kia Rakha Hain In Kaamo Main
Ab Dil Main Dharkan Bhi Baaqi Nahi Hain
zaman farooqi
Copy
Farooqi Sab Yaad Hain Hum Ko Beeti Raatain
Farooqi Wo Bikhri Meri Tanhai Ki Raatain
Farooqi Kia Khob Karte Ho Tum Yay Baatain
Farooqi Yay Tanha Dil Aur Tanha Sansain
Farooqi Kia Kuch Bhol Rahe Ho Apni Baatain
Farooqi Wo Urhtain Panchi Aur Meethi Baatain
Farooqi Sab Yaad Hain Hum Ko Beeti Raatain
zaman farooqi
Copy
Dhalti Shaam K Gherey
Farooqi Dhalti Shaam K Gherey Badal
Masoom Chehra Aur Aankho Main Kaajal
Char Su Bheeni Se Matti Ki Kushbo Pheli Hoi Hain
J Say Parwane K Aagaiy Shama Jali Hoi Hain
Wo Kamal-E-Husan Wo Lajawab-E-Nakhar
Andaaz-E-Guftugo J Say Fiza Main Bahar Ki Rut Chali Hoi Hain
Muskurahat Madham Aur Dheema Sa Lehja
Mukhatib Hain Farooqi Say J Say Koi Paheli Kahi Hoi Hain
zaman farooqi
Copy
Barso Baad Jo Yaar Samne Khara Hain
Bohat Baatain Hain Jaan Abhi Baaqi
Barso Baad Jo Yaar Samne Khara Hain
Jaan Ab Door Karo Udhasi
Barso Baad Jo Yaar Samne Khara Hain
Kuch Aankho Main Tere Numi Hain Jaan
Kuch Aankho Main Mere Hain Baaqi
Barso Baad Jo Yaar Samne Khara Hain
Tere Lot Aane Ki Kushi Hain Abhi Baaqi
K Ghum Ghar Ki Dhaleez Par Khara Hain
Barso Baad Jo Yaar Samne Khara Hain
Sab Baatain Bhula Kar Farooqi Hain Raazi
Farooqi K Haath Main Rakh Di Hain Zindagi Baaqi
Barso Baad Jo Yaar Samne Khara Hain
zaman farooqi
Copy
Meri Zindagi
Meri Zindagi Aur Gehri Yaadain
Kia Kahy Rahi Hain Wo Bheegi Aankhain
Ab Chal Rahi Jo Tanha Sansain
Kuch Yaad Hain Hum Ko Guzri Baatain
Farooqi Wo Tootain Dil Ki Tanha Shaamain
Farooqi Keu Kat Ti Nahi Yay Udhas Raatain
zaman farooqi
Copy
Abhi Baaqi Hain
Sab Khatam Ho Chuka Kitaab Abhi Baaqi Hain
Badal Baras Kar Ja Chuke Kitaab Abhi Baaqi Hain
Tere Gilay Shikway Khatam Howay Ya Phir Kuch Kahyna Abhi Baaqi Hain
Rooh Farooqi K Jism Say Ja Chuki Aur Dharkan Abhi Baaqi Hain
zaman farooqi
Copy
Load More
Famous Poets
Mirza Ghalib
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
Faiz Ahmed Faiz
Munir Niazi
Jaun Elia
Gulzar
Tahzeeb Hafi
Ali Zaryoun
View More Poets