Poetries by Zaman Malik
Ab Na Rakhna Umeed Hum Say Ab Na Rakhna Umeed Hum Say
Ab Hum Na Tum Say Wafa Karain Gain
Beech Raste Par Hi Chor Diya
Ab Hum Na Zindagi Say Daga Karain Gain
Bas Main Nahi Hain Aaj Agar Toh
Hum Kal K Leyay Dua Karain Gain
Agar Yahi Reet Hain Dunya Ki Farooqi
Toh In Rivajo Say Hum Daga Karain Gain zaman farooqi

Ek Meri Jaan Hain Ek Meri Jaan Hain Jo Muj Say Hi Anjan Hain
Baatain Karo Muhabat Ki Toh Ho Jaati Pareshan Hain
Tujhe Main Kia Kaho Jana Tu Keu Itni Nadaan Hain
Tuj Say Naraz Nahi Ho Sakta Keu Tuj Ko Aisa Gumaan Hain
Tu Jan Lay Jana In Rastoh Par Kache Makan Hain
Kahi Hota Hain Ishq Toh Kahi Dil Lagi Ka Ghumsaan Hain
Tere Uljhe Howay Sawalo Par Mayosio Ka Fuqdaan Hain
Tere Dil Grifta Lehje Par Ishq Ka Ruhjaan Hain
Izhaar Kar Doun Jana Ab Har Raste Par Imtihaan Hain
Farooqi Ko Apni Chahat Par Sakoon-O-Itminaan Hain zaman farooqi

Farq Halat-E-Zaar Achi Nahi Aur Shoq Nirale Hain
Aiy Mere Rabba Hum Bhi Teri Dunya K Rehne Wale Hain
Yaha Kuch Logo Ko Bin Mangey Hi Sab Kuch Mil Jata Hain
Aur Ek Hum Hain Tere Banaiay Howay Ek Chehre Par Dil Haray Hain
Oqaat Heysiyat Ka Farq Toh Kab Ka Khatam Ho Gaya Farooqi
Phir In Zamanay Walo Nay Yay Farq Keu Apnaiay Hain zaman farooqi

Shama-E-Parwar Sa Chehra Shama-E-Parwar Sa Chehra Sohnari Jheel Se Aankhain
Rukh-E-Mahatab Se Nazar Dil Hain Jheel Sa Ghehra
Andaaz-E-Guftugo Aisa Labo Par Lafzo Ka Sehraa
Farooqi J Say Qudrat Nay Ek Naqash Hain Baihja
Jaha Say Wo Guzar Jaiay Waha Har Rung Hain Nikhra
Tehar Jaiay Wo Ek Lamhe Ko Waha Wo Waqat Hain Tehra
Wo Kuch Dhoond Raha Tha Shahyd Ek Dhundla Sa Chehra
Mila Jab Wo Farooqi Say Toh Kamosh Tha Kahra zaman farooqi

Haq Banta Hain Mangte Nahi Jab Kabhi Dua Main Yay Jaan Kar Tujhe Aiy Jan-E-Zindagi
Toh Khwab Main Tumhara Aana Zaror Banta Hain
Hum Tumhe Dunya Say Maangne Ki Istitaat Nahi Rakhte
Ek Yay Hi Tareeqa Hain Jis Par Hamara Haq Banta Hain
Khwab Main Aao Toh Chehra Dhanp Kar Aya Karo Aiy Jan-E-Zindagi
Phir Subha Aankho Par Aansuwo Ka Haq Banta Hain
Hum Dono Ek Dosre Ko Chahte Hain Aiy Zaman-E-Waalo
Par Zamana Kahyta Hain K Tuj Par Tere Apno Ka Haq Banta Hain
Rooh K Parwaz Hone Ka Aalam Jaanta Hain Farooqi
Phir Iss Dil Ka Dharkan Par Zara Toh Haq Banta Hain zaman farooqi

Farooqi Sab Yaad Hain Hum Ko Beeti Raatain Farooqi Wo Bikhri Meri Tanhai Ki Raatain
Farooqi Kia Khob Karte Ho Tum Yay Baatain
Farooqi Yay Tanha Dil Aur Tanha Sansain
Farooqi Kia Kuch Bhol Rahe Ho Apni Baatain
Farooqi Wo Urhtain Panchi Aur Meethi Baatain
Farooqi Sab Yaad Hain Hum Ko Beeti Raatain zaman farooqi

Dhalti Shaam K Gherey Farooqi Dhalti Shaam K Gherey Badal
Masoom Chehra Aur Aankho Main Kaajal
Char Su Bheeni Se Matti Ki Kushbo Pheli Hoi Hain
J Say Parwane K Aagaiy Shama Jali Hoi Hain
Wo Kamal-E-Husan Wo Lajawab-E-Nakhar
Andaaz-E-Guftugo J Say Fiza Main Bahar Ki Rut Chali Hoi Hain
Muskurahat Madham Aur Dheema Sa Lehja
Mukhatib Hain Farooqi Say J Say Koi Paheli Kahi Hoi Hain zaman farooqi

Barso Baad Jo Yaar Samne Khara Hain Bohat Baatain Hain Jaan Abhi Baaqi
Barso Baad Jo Yaar Samne Khara Hain
Jaan Ab Door Karo Udhasi
Barso Baad Jo Yaar Samne Khara Hain
Kuch Aankho Main Tere Numi Hain Jaan
Kuch Aankho Main Mere Hain Baaqi
Barso Baad Jo Yaar Samne Khara Hain
Tere Lot Aane Ki Kushi Hain Abhi Baaqi
K Ghum Ghar Ki Dhaleez Par Khara Hain
Barso Baad Jo Yaar Samne Khara Hain
Sab Baatain Bhula Kar Farooqi Hain Raazi
Farooqi K Haath Main Rakh Di Hain Zindagi Baaqi
Barso Baad Jo Yaar Samne Khara Hain
zaman farooqi