Zindagi Zindagi Tere Hone Se Hai
Poet: Habib Jalib By: John, MultanDil Ki Konpal Hari Tere Hone Se Hai
Zindagi Zindagi Tere Hone Se Hai
Kasht Zaaron Mein Tu Karkhano Mein Tu
In Zameeno Mein Tu Aasmano Mein Tu
Sher Main Nasar Mein Dastano Mein Tu
Shehr-O Sehra Mein Tu Aur Chitano Mein Tu
Husn Sorat Giri Tere Hone Se Hai
Zindagi Zindagi Tere Hone Si Hai
Tuj Se Hai Aafernesh Namo Irtiqa
Tuje Se Hai Qafle Raaste Rahnuma
Tu Na Hoti Tu Kya Tha Chaman Kya Thi Saba
Kese Kat’ta Safar Dard Ka Yaas Ka
Aas Ki Roshni Tere Hone Se Hai
Zindagi Zindagi Tere Hone Si Hai
Khof-O Nafrat Ki Har Had Mitane Nikal
Aqal O Danish Ki Shamen Jilane Nikal
Zair Daston Ki Himat Bandhane Nikal
Ham Khayal Aur Apne Banane Nikal
Ab Kasha Be Kasi Tere Hone Se Hai
Zindagi, Zindagi Tere Hone Se Hai
More Habib Jalib Poetry
اس رعونت سے وہ جیتے ہیں کہ مرنا ہی نہیں اس رعونت سے وہ جیتے ہیں کہ مرنا ہی نہیں
تخت پر بیٹھے ہیں یوں جیسے اترنا ہی نہیں
یوں مہ و انجم کی وادی میں اڑے پھرتے ہیں وہ
خاک کے ذروں پہ جیسے پاؤں دھرنا ہی نہیں
ان کا دعویٰ ہے کہ سورج بھی انہی کا ہے غلام
شب جو ہم پر آئی ہے اس کو گزرنا ہی نہیں
کیا علاج اس کا اگر ہو مدعا ان کا یہی
اہتمام رنگ و بو گلشن میں کرنا ہی نہیں
ظلم سے ہیں برسر پیکار آزادی پسند
ان پہاڑوں میں جہاں پر کوئی جھرنا ہی نہیں
دل بھی ان کے ہیں سیہ خوراک زنداں کی طرح
ان سے اپنا غم بیاں اب ہم کو کرنا ہی نہیں
انتہا کر لیں ستم کی لوگ ابھی ہیں خواب میں
جاگ اٹھے جب لوگ تو ان کو ٹھہرنا ہی نہیں
تخت پر بیٹھے ہیں یوں جیسے اترنا ہی نہیں
یوں مہ و انجم کی وادی میں اڑے پھرتے ہیں وہ
خاک کے ذروں پہ جیسے پاؤں دھرنا ہی نہیں
ان کا دعویٰ ہے کہ سورج بھی انہی کا ہے غلام
شب جو ہم پر آئی ہے اس کو گزرنا ہی نہیں
کیا علاج اس کا اگر ہو مدعا ان کا یہی
اہتمام رنگ و بو گلشن میں کرنا ہی نہیں
ظلم سے ہیں برسر پیکار آزادی پسند
ان پہاڑوں میں جہاں پر کوئی جھرنا ہی نہیں
دل بھی ان کے ہیں سیہ خوراک زنداں کی طرح
ان سے اپنا غم بیاں اب ہم کو کرنا ہی نہیں
انتہا کر لیں ستم کی لوگ ابھی ہیں خواب میں
جاگ اٹھے جب لوگ تو ان کو ٹھہرنا ہی نہیں
ساجد حمید
Is Dard Ki Duniya Se Guzar Kiun Nahi Jate Is Dard Ki Duniya Se Guzar Kiun Nahi Jate
Ye Log Bhi Kia Log Hain, Mar Kion Nahi Jate
Hai Kon Zamane Mein Mera Poochne Wala??
Nadaan Hain Jo Kehte Hain Ke Ghar Kion Nahi Jate
Shouley Hain To Kion In Ko Bharakte Nahi Dekha??
Hain Khak To Rahon Mein, Bikhar Kion Nahi Jate
Aansu Bhi Hain Aankhon Mein, Dua’in Bhi Hain Lab Par,
Bigrey Hue Halaat, Sanwar Kion Nahi Jate
Ye Log Bhi Kia Log Hain, Mar Kion Nahi Jate
Hai Kon Zamane Mein Mera Poochne Wala??
Nadaan Hain Jo Kehte Hain Ke Ghar Kion Nahi Jate
Shouley Hain To Kion In Ko Bharakte Nahi Dekha??
Hain Khak To Rahon Mein, Bikhar Kion Nahi Jate
Aansu Bhi Hain Aankhon Mein, Dua’in Bhi Hain Lab Par,
Bigrey Hue Halaat, Sanwar Kion Nahi Jate
Saim
Wo Bi Khayif Nahi Takhta-e Dar Se Wo Bi Khayif Nahi Takhta-e Dar Se
Mai Bi Mansoor Hoon Keh Do Aghayar Se
Kun Darate Ho Zindan Ki Deewar Se
Zulm Ki Baat Ku Jahl Ki Raat Ku
Main Nahi Manta Main Nahi Janta
Tum Ne Loota Hai Sadyon Hmara Sukoon
Ab Na Ham Par Chale Ga Tumhara Fasoon
Chara Gar Main Tumhain Kis Tarah Se Kahon
Main Nahi Manta Main Nahi Janta
Deep Jis Ka Mahlaat Main Hi Jale
Chand Logo Ki Khushiyon Ko Le Kar Chale
Wo Jo Saye Main Har Maslihat Ke Play
Aese Dastoor Ko Subah-e Be Noor Ku
Main Nahi Manta Main Nahi Janta
Mai Bi Mansoor Hoon Keh Do Aghayar Se
Kun Darate Ho Zindan Ki Deewar Se
Zulm Ki Baat Ku Jahl Ki Raat Ku
Main Nahi Manta Main Nahi Janta
Tum Ne Loota Hai Sadyon Hmara Sukoon
Ab Na Ham Par Chale Ga Tumhara Fasoon
Chara Gar Main Tumhain Kis Tarah Se Kahon
Main Nahi Manta Main Nahi Janta
Deep Jis Ka Mahlaat Main Hi Jale
Chand Logo Ki Khushiyon Ko Le Kar Chale
Wo Jo Saye Main Har Maslihat Ke Play
Aese Dastoor Ko Subah-e Be Noor Ku
Main Nahi Manta Main Nahi Janta
Sohaim






