اپنانا چاہتی ہوں

Poet: By: sana khalid, faisalabad
Apnaana Chahti Hon

Chor kar dunya sari mein tujh ko apnana chahti hon

 Baat dil ki na kar mein teray liye jan gwana chahti hon

 Khoye rahti hon paglon ki tarha teray khyalon mein

 Chor na day tu ye wayham dil say mitana chahti hon

Guzar jatain hain wo muskura k meray pas say jis tarha

 Wo satata hay roz jis tarha kabhi usko stana chahti hon

 Kabhi tu bhi kar koshish mujhe panay ki

 Mein to sari zindagi tera sath nibhana chahti hon

 

Rate it:
Views: 1629
15 Nov, 2007