Be Sabab Nahin Dil Mera Udaas He

PoetNaimat Udaas Thebo Submitted byNaimatullah
Text size

Be Sabab Nahin Dil Mera Udaas He
Smandar Main Bhi Mujhko Piyas He

Batatey Ho Tadbeer E Tabsum Mujhe.
Meri Ankhooon Ki Nami Meri Shanas He.

Hum Bhi Hen Beganey Kuch Is Tarah
Jesey Taroon Me Tanha Maas He.

Wo To Hamary Liye Khaas Thehry
Unke Liye To Koi Or Hi Khaas He.

Humsafar Tha Jo Sham Tak Tera Naimat.
Uskey Liye Kiun Teri Halat Badhawas He.
 

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied