Usko Khoya Hai Shnasai Main

PoetPanchi Submitted byAbdulwadood
Text size

Usko Khoya Hai Shnasai Main
Main Ny Ulfat Ki Karwai Main

Koi To Rab Sy Ja K Ye Kahdy
Ab Nahi Dam Meri Duhai Main

Wo Jo Palty To Hum Chila Uthy
Rah Gai Kser Kya Meri Tbahi Main

Mula Ye Ishaq K Pojari Sab
Bach Gya Kya Teri Khudai Main

Soz E Matm Byan Ho Kesy
Itna B Dam Khan Syahi Main

Or Wo Tera Azad Ik Panchi
Ba Khuda Mer Gya Ryhai Main
 

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied