تیری یاد

Poet Submitted bySyed Assar Shah
Text size

Teri Yaad Se Rishta Kal Bhi Tha
Teri Yaad Se Rishta Aaj Bhi Hai

Dil Apna Dukhta Kal Bhi Tha
Dil Ye Udaas Aaj Bhi Hai

Jo Pyar Hum Tum Karte They
Woh Pyar To Zinda Aaj Bhi Hai

Hum Bichar Gaye Is Doori Mein
Tum Door Ho Majboori Mein

Kabhi Waqt Mile To Chali Ana
Khula Dil Ka Darwaza Aaj Bhi Hai

Na Sataao, Na Tarpaa
Na Mehfil Mein Yu Tanha Choro

Teri Yaad Me Jaage Kal Bhi They
Teri Yaad Me Jaage Aaj Bhi Hain

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied