Aadtain

Poet: unknown By: sohaib butt, Lahore

Barishon k mausam main,
Tum ko yad karnay ki
Aadtain purani hain,

Ab ki baar socha hay
Aadtain badal dalain
Phir khayal aya k

Aadtain badalnay say
Barishain nahi ruktein

Rate it:
Views: 1064
12 Nov, 2007
More Sad Poetry