Aakaas Bail

Poet Submitted byjunaid Ellahi
Text size

Kbi Bachay Thay To Suntay Thay
Akaas Bail Tana'war Darakht Ko Jakar Le
To Uski Taqat, Uske Husan Ko
Apni Banhain Phaila Kar Khatm Kar Deti Hai
Tab Pehron Beth K Socha Karte Thay
Akaas Bail Hoti Hai Kya
Jab Eshq-E-Hijar K Dukh Ne
Man K Tana'war Shajar Ko Ghera To
Tab Malum Hoa
Akaas Bail Hoti Hai Kya
Akaas Bail K Maani Hain Kya
 

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied