Ab Bhi Hansany k zamany aaye.

Poet: Mohsin Naqvi By: Anas Ali, 194 R,B Faisalabad

Ab Bhi Hunsnay Kay Zamanay Aaye
Zakhum Phir Yaad Puranay Aaye

Baar’ha Unko Manaya To Humain
Roth Janay Kay Bahanay Aaye

Dil Bhuja Hai Na Kheamay Julay Hain
Aap Kiyon Jashan Mananay Aaye
 

Rate it:
Views: 2001
30 Jan, 2013
More Mohsin Naqvi Poetry
Mohsin Naqvi Mohsin Naqvi
Raheel Ali