Poetries by Abdul Rehman
Ik Mazahia Mazi Kehnay Ko To Hamnay Bhi Kabhi Pyar Kia Tha
Ik Shaks Ko Be Wajha Hi Dildar Kia Tha
Kia Khob Dilruba Tha Jisay Chahtay Thay Hum
Usnay Baray Baron Ko Bara Khuwar Kia Tha
Hum Nay Lagaya Dil Aur Us Nay Ki Dillagi
Youn Apnay Deewanay Ka Dil Aazar Kia Tha
Waisay To Qais Say Tha Main Kuch Kam Nahi Magar
Lela Ko Patanay Main Magar Haar Gia Tha
Ab Kia Sunaon Dastan Main Apnay Ishq Ki
Jis Ko Maseeha Samjha Wohi Maar Gia Tha Abdul Rehman
Ik Shaks Ko Be Wajha Hi Dildar Kia Tha
Kia Khob Dilruba Tha Jisay Chahtay Thay Hum
Usnay Baray Baron Ko Bara Khuwar Kia Tha
Hum Nay Lagaya Dil Aur Us Nay Ki Dillagi
Youn Apnay Deewanay Ka Dil Aazar Kia Tha
Waisay To Qais Say Tha Main Kuch Kam Nahi Magar
Lela Ko Patanay Main Magar Haar Gia Tha
Ab Kia Sunaon Dastan Main Apnay Ishq Ki
Jis Ko Maseeha Samjha Wohi Maar Gia Tha Abdul Rehman
Maa Jub Kabhi Zindagi Udaas Lagay
Jub Kahin Bhi Sukoon Na Pao Tum
Koi Pursan-E-Haal Na Poochay
Sari Duniya Say Haar Jao Tum
Tub Meray Doost Sirf Ik Hasti
Tum Pay Nazrain Karam Ki Dalay Gi
Tum Say Sari Udasian Lay Kar
Rahat-E-Qalb Tum Ko Bakhshay Gi
Jo Kahin Say Bhi Na Muyassar Ho
Woh Sukoon Maa Kay Paas Hai Humdum
Dekh Kar Dard Apnay Bacchay Ka
Aankh Ho jati Hai Jis Ki Purnam
Dost Tujh Say Kahon Main Kia Hai Maa
Muhabbaton Ka Ik Jahan Hai Maa
Teri Duniya Main Gar Andhera Ho
Roshni Denay Ko Shama Hai Maa
Qadam K Neechay Hai Jannat Us Kay
Yaani Jannat Ka Aasman Hai Maa
Mashwara Mera Hai Tujhay Humdum
Todna To Na Kabhi Maa Ka Bharam
Banday Woh Hi Kamal Rakhtay Hain
Jo Apni Maa Ka Khayal Rakhtay Hain
K Hadees Main Yah Kalam Hota Hai
Beta Maa Ka Ghulaam Hota Hai
Abdul Rehman
Jub Kahin Bhi Sukoon Na Pao Tum
Koi Pursan-E-Haal Na Poochay
Sari Duniya Say Haar Jao Tum
Tub Meray Doost Sirf Ik Hasti
Tum Pay Nazrain Karam Ki Dalay Gi
Tum Say Sari Udasian Lay Kar
Rahat-E-Qalb Tum Ko Bakhshay Gi
Jo Kahin Say Bhi Na Muyassar Ho
Woh Sukoon Maa Kay Paas Hai Humdum
Dekh Kar Dard Apnay Bacchay Ka
Aankh Ho jati Hai Jis Ki Purnam
Dost Tujh Say Kahon Main Kia Hai Maa
Muhabbaton Ka Ik Jahan Hai Maa
Teri Duniya Main Gar Andhera Ho
Roshni Denay Ko Shama Hai Maa
Qadam K Neechay Hai Jannat Us Kay
Yaani Jannat Ka Aasman Hai Maa
Mashwara Mera Hai Tujhay Humdum
Todna To Na Kabhi Maa Ka Bharam
Banday Woh Hi Kamal Rakhtay Hain
Jo Apni Maa Ka Khayal Rakhtay Hain
K Hadees Main Yah Kalam Hota Hai
Beta Maa Ka Ghulaam Hota Hai
Abdul Rehman