Abhi Kuch Daer Baqi Ha

PoetHammad Hussain Submitted byHammad Hussain
Text size

Abhi Kuch Daer Baqi Ha
Khaza Ke Beat Jane Main
Gulon Ke Muskurane Main
Khushi Ke Geet Gane Main
Bharon Ke Zamane Main

Ma Tum Ko Bhool Jaoon Gi
Na Tum Ko Yad Aoon Gi
Ma Tum Se Door Reh Ke Bhee
Tum Ko Jee Ker Dekhaon Gi

Mujh Ko Maloom Ha Lakin
Yeh Sab Ma Na Ker Paoon Gi
Ke Tum Ko Bhool Jane Main
Abhi Kuch Daer Baqi Ha

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied