Poetries by Adeel sair
Justajoo Kabhi Dil E Nadan Ki Justajoo Tum Thay
Meri Chahat Meri Zindagi Ki Aarzoo Tum Thay
Mujh Sy Kia Pochtay Ho Qisa Zakham
Gulshan Me Khar O Gul K Robaroo Tum Thay
Medan E Ishaq Me Bhi Theray Anari Hm
Ishaq O Muhabat Hr Fan K Goruoo Tum Thay
Ye Shikwa Bhulanay Ka Ye Ilzam E Bewfai
Suno Mazi Me Shab Ki Taveel Tar Guftagoo Tum Thay
Mila Tha Wajood Tum Sy Kuch Is Tarah"SAIR"
Meri Zindagi Meri Shan Meri Aabroo Tum Thay
Adeel sair

Mujhay Teray Piyar Me Mujhay Teray Piyar Me Amaan Nahi Milta
Teri Zindagi Me Mohabat Ka Nishan Ni Milta
Wo Kashtian Jo Na Dobi Hon Mojoon Bharay Samandar Me
Unahain Rahon Me Samandri Toofan Ni Milta
Janay Kahan Hy Manzil Meri Khan Hy Tikhana Mera
Thak Gaya Hon Mujhe Apna Aashiya Ni Milta
Jo Koi Mila Rahon Me Hr Ek Sy Wasta Hy Koi
Guzarti Zindai Me Koi Anjan Ni Milta
Kis Ko Sunao Apna Hal E Dil "Sair"
Bharay Zamany Me Koi Razdan Ni Milta

Aanay Lagi Phir Sy Aanay Lagi Phir Sy Dua Yaad Umer E Daraz Ki
Mili Jb Sy Khabar Tabiyat E Na Saz Ki
Haif Sad Haif Hum Ko Mangnay K Tareqa Na Aaya
Bhula Jo Di Hum Ny Shan Namaz Ki
Ik Muddat Sy Howa Ni Ajab Kuch
Dil E Nadan Ko Barson Sy Tamna Hy Naye Aijaz Ki
Kabi Takhat Pr Kabi Takhta E Dar Pr
Ye Kahni Hy Zindagi K Nashaib O Faraz Ki
Kaha Tha Pehlay Hi Bacho Lafz Mohabbat Sy
Ab To Ni Hy Gunjaish Kisi Ahtaraz Ki
Nazar Sy Hi Baat Kr Letay Ho Tum Aksar
Btao To Sahi Haqeeqat Apnay Is Andaz Ki
Jaan Jati Hy To Chali Jaye Magar "Sair"
Haqeeqat Ayan Mat Karna Mohabbat K Raaz Ki