Muhabbat

PoetAdeel sair Submitted byAdeel sair
Text size

Muhabbton Ki Aar Me Ikhlas Sy Aari Log
Dilon Sy Khelnay K Fun Ko Muhabat Ka Naam Detay Hain

Poch Bethay Un Sy Dosti Ka Sila
Bolay Wo Gham E Judai Logon Ko Aam Detay Hain

Maana K Bohat Sadha Loh Ho Tm
Magar Hum Tum Ko Hi Mohabat Ka Ilzam Detay Hain!
 

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied