✕
Poetry
Famous Poets
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
More Poets
Poetry Categories
Love Poetry
Sad Poetry
Friendship Poetry
Islamic Poetry
Punjabi Poetry
More Categories
Poetry SMS
Poetry Images
Tags
Poetry Videos
Featured Poets
Post your Poetry
News
Business
Mobile
Articles
Islam
Names
Health
Shop
More
WOMEN
AUTOS
ENews
Recipes
Poetries
Results
Videos
Directory
Photos
Business & Finance
Education News
Add Poetry
Home
LOVE POETRY
SAD POETRY
FAMOUS POETS
POETRY IMAGES
POETRY VIDEOS
NEWS
ARTICLES
MORE ON POETRY
Home
Urdu Poetry
Featured Poets
Akram Durrani
Search
Add Poetry
Poetries by Akram Durrani
Apnoon Ku Kya Gheroon Ku Bhi Chup Kara Na Paye
Wo Bar Bar Es Leye Yaad Atay Hein
Unhein Hum Kabhi Bhla Ju Na Paye
Mafil Say Es Leye Uth Kar Chal Detay Thay Hum
Gheroon Kee Tarhan Wo Hum Se Ankh Chura Na Paye
Haath Tham Ke Phir Es Tarhaan Churaya Hum Say
Phir Kisee Ke Agay Hum Apna Haath Phela Na Paye
Un Hoon Nay Jab Bhi Milnay Ka Wada Kya Hum Say
Un Ke Es Dokhay Say Khud Ku Bacha Na Paye
Qisa A Ghum Sunnay Kee Zid Jab Had Say Bhar Gayee
Apnoon Ku Kya Gheroon Ku Bhi Chup Kara Na Paye
Chitti Likh Kar Parhi Daak Me Dal Nay Se Phelay
Tapkay Ju Ansoon Apna Likha Bacha Na Paye
Es Jag Me Tumharay Jesa Kui Na Huga Durrani
Dosroon Ku Tu Sahi Par Khud Ku Bhela Na Paye
Akram Durrani
Copy
Ahh Karnay Se Dartay Hien Ye Na Lag Jaye Tumhien
Tum Juda Huye Ye Qismat Aur Naseeb Thay Meray
Jatay Huye Dard-E-Mohabat Mita Kar Chalay Jatay
Tumhari Taraf Se Hawa Ke Vo Jhonkay Atay
Meri Bhigi Palkoon Ku Khushk Kar Ke Chalay Jatay
Ahh Karnay Se Dartay Hien Ye Na Lag Jaye Tumhien
Dukh Tum Ku Huta Hum Phoot Kar Roye Chalay Jatay
Tumhari Janib Meray Qadam Uthtay Hee Nahi
Meri Rahoon Main Khaar Bicha Kar Chalay Jatay
Andhi Aur Tufaan Uthtay Hein Tumharay Baad Dil Main Meray
Durrani Kee Kashti Mein Chand Surrakh Karkay Chalay Jatay
Akram Durrani
Copy
Pathar Say Bana Vo Khuda Hu Sakta Nahi
Mera Zakham Dekh Kar Masiha Kee Bebasi Se Ayaan Hu Gaya
Os Kee Lagai Chout Ka Kui Elaaj Kar Sakta Nahi
Ek Dikhta Nahi Dosra Milta Nahi
Du Khuda Hoon Es Jahan Main Ye Hu Sakta Nahi
Os Kee Pasratish Karnay Lag Tu Joun Maghar
Pathar Say Bana Vo Khuda Hu Sakta Nahi
Sirhanay Beth Kar Vo Mera Apna Kha Suna Maaf Kara Lay
Esi Halat Main Bhi Wo Apna Chalan Badal Sakta Nahi
Barsoon Os Ke Talash Me Kesay Jeyoun Main
Haya-Te-Noh Main Artan Lay Sakta Nahi
Saans Os Kee Amanat Hay Wapas Chahay Lelay Bhalay
Kisee Ka Qarz Durrani Paas Apnay Rakh Sakta Nahi
Akram Durrani
Copy
Mohabbat Ka Ekht-e-taam Huta Tujhay Dekhana Hay
Ghatta Ke Jesay Tu Nay Cha Kar Chat Jana Hay
Humari Ankhoon Ku Barastay Chor Jana Hay
Tu Aye Tu Ek Zamanay Ne Teray Saath Ana Hay
Mujh Se Rothay Huye Lagoon Ku Tu Ne Milana Hay
Teray Or Meray Namoon Ne Mil Kar Fasla Mita Na Hay
Humari Doori Se Kisee Ku Kui Khazana Kya Mil Jana Hay
Meri Saans Nikalnay Se Phelay Tujhay Zaror Ana Hay
Mohabbat Ka Ekh T-E-Taam Huta Tujhay Dekhana Hay
Wo Baat Bata Day Jis Baat Pay Sar Jhuka Na Hay
Durrani Ku Dilasa Dena Ye Wateera Tera Purana Hay
Akram Durrani
Copy
Etna Sanwara Phir Khud Ko Na Pehchan Paye
Os Kay Anay Ka Khatka Jab Bhi Huya Mujhay
Etna Sanwara Phir Khud Ko Na Pehchan Paye
Meray Sath Parchiyaan Hien Meray Mazi Kee
Wo Ye Sab Jaan Kar Kahien Na Bad Gumaan Hu Jaye
Faslay Mitanay Par Khatra Ye Lahaq Hay Mujhay
Meray Pyar Kee Inteha Se Wo Na Preshan Hujaye
Os Kee Ye Sooch Larkhara Deti Hay Dharkan Meri
Dilasoon Se Oski Meri Kahien Nikal Na Jaan Jaye
Os Ke Seenay Par Sar Rakh Kar Pata Kar Tu Loon Lekin
Darta Hoon Bana Banaya Kahien Toot Mera Na Maan Jaye
Durrani Ishiq Kay Jhamayloon Mien Kahien Esa Na Hu
Bas Kitaboon Mien Pharnay Ko Apni Rah Na Dastaan Jaye
Akram Durrani
Copy
Osay Jab Mila Wo Mujh Say Khafa Milee
Kya Khata Sarzad Rehti Hay Mujh Say
Osay Jab Mila Wo Mujh Say Khafa Milee
Qareeb Akar Bhi Wo Fasloon Pay Lagi
Ye Doori Lagna Bhi Meree Khata Banee
Apni Her Nakami Kay Baad Jab Bhi Lota
Meray Dil Mein Osay Wahien Jaga Milee
Bhatak Gaya Os Ke Mashwaron Par Chal Ne Ke Baad
Mur Kay Dekha Tu Baat Gheroon Kee Baja Nikalee
Ultay Naseeb Lay Kar Aya Hoon Es Dunya Mien
Jis Say Wafa Kee Wo Mujh Say Har Bar Juda Nikalee
Zakham Saray Jan Laywa Sabit Hon Gay Durrani
Bawaqat-E-Zarorat Na Teri Aghar Wo Masiha Nikalee
Akram Durrani
Copy
Mudatoon Osay Dhoondh Tee Rahi Zindagi Apni
Zindagi Main Esterhaan Esa Ek Mor Aya
Phir Her Mor Pe Murtee Rahi Zindagi Apni
Os Kee Yadein Zalzalay Kee Tarhana Jab Ayien
Malbay Talay Osay Pukar Tee Rahi Zindagi Apni
Majbori Ku Bahana Banay Walay Ku Jaan Kar
Phir Majobori Me Guzar Tee Rahi Zindagi Apni
Buland Qehqahoon Main Os Ke Anso Behnay Lagay
Os Kee Ankh Main Esay Roti Rahi Zindagi ApniPaas Aya Bhi Tu Osay Apna Pa Na Sakay
Mudatoon Osay Dhoondh Ti Rahi Zindagi Apni
Os Ku Panay Ke Jatan Main Ye Pata Hee Na Chala
Pencil Kee Tarhan Khud Ku Gharti Rahi Zindagi ApniJuda Hunay Pay Shor Esqdar Barpa Hua Durrani
Dil-E-Dewar Thamay Bethi Reh Gayee Zindagi Apni
Akram Durrani
Copy
Namay-E-Amal Mien Apna Jurm-E-Mohabat Likha Os Ke Samnay Rakh Detay
Ebadat Gahoon Ke Mabodoon Kee Bheer Me Tum Se Yoon Miltay
Sar Jhuknay Lagta Osay Wahien Tumaray Samnay Rakh Detay
Eqidadt Kay Os Gaam Par Kui Mor Anay Hee Hum Nahi Detay
Zahid Jitney Bhi Fatway Laga Ke Humaray Samnay Rakh Detay
Sar Takranay Kay Baad Chokhat Pay Marham Lagi Dekh Kar
Apni Himaqat Ka Pata Huta Tu Chokhat Ku Mathay Pe Rakh Detay
Naraz Gi Mein Zaban Ku Khanjar Ka Hadaf Denay Kee Zarorat Na Huti
Hukam Kartay Sar Apna Qalam Karkay Jahan Khetay Wahan Rakh Detay
Insaf Karnay Wala Saza Kay Tur Par Tumhien Hamray Sath Kar Deta
Namay-E-Amal Mien Apna Jurm-E-Mohabat Likha Os Ke Samnay Rakh DetayApni Ranjishoon Ku Zanjiroon Mein Badal Nay Say Tu Behtar Tha
Humain Dewar Me Chunwa Ke Mughloon Kee Tareekh Phir Say Likh Detay
Farz Karo Jis Kee Talash Thee Vo Kal Miljata Aghar Durrani
Phir Kis Kee Aas Mein Or Jeetay Chiragh-E-Zindagi Gul Kar Ke Rakh Detay
Akram Durrani
Copy
Namay-E-Amal Mien Apna Jurm-E-Mohabat Likha Os Ke Samnay Rakh Detay
Ebadat Gahoon Ke Mabodoon Kee Bheer Me Tum Se Yoon Miltay
Sar Jhuknay Lagta Osay Wahien Tumaray Samnay Rakh Detay
Eqidadt Kay Os Gaam Par Kui Mor Anay Hee Hum Nahi Detay
Zahid Jitney Bhi Fatway Laga Ke Humaray Samnay Rakh Detay
Sar Takranay Kay Baad Chokhat Pay Marham Lagi Dekh Kar
Apni Himaqat Ka Pata Huta Tu Chokhat Ku Mathay Pe Rakh Detay
Naraz Gi Mein Zaban Ku Khanjar Ka Hadaf Denay Kee Zarorat Na Huti
Hukam Kartay Sar Apna Qalam Karkay Jahan Khetay Wahan Rakh Detay
Insaf Karnay Wala Saza Kay Tur Par Tumhien Hamray Sath Kar Deta
Namay-E-Amal Mien Apna Jurm-E-Mohabat Likha Os Ke Samnay Rakh Detay
Apni Ranjishoon Ku Zanjiroon Mein Badal Nay Say Tu Behtar Tha
Humain Dewar Me Chunwa Ke Mughloon Kee Tareekh Phir Say Likh Detay
Farz Karo Jis Kee Talash Thee Vo Kal Miljata Aghar Durrani
Phir Kis Kee Aas Mein Or Jetay Chiragh-E-Zindagi Gul Kar Ke Rakh Detay
Akram Durrani
Copy
Mudatoon Osay Dhoondh Tee Rahi Zindagi Apni
Zindagi Main Esterhaan Esa Ek Mor Aya
Phir Her Mor Pe Murtee Rahi Zindagi Apni
Os Kee Yadein Zalzalay Kee Tarhana Jab Ayien
Malbay Talay Osay Pukar Tee Rahi Zindagi Apni
Majbori Ku Bahana Banay Walay Ku Jaan Kar
Phir Majobori Me Guzar Tee Rahi Zindagi Apni
Buland Qehqahoon Main Os Ke Anso Behnay Lagay
Os Kee Ankh Main Esay Roti Rahi Zindagi Apni
Paas Aya Bhi Tu Osay Apna Pa Na Sakay
Mudatoon Osay Dhoondh Ti Rahi Zindagi Apni
Os Ku Panay Ke Jatan Main Ye Pata Hee Na Chala
Pencil Kee Tarhan Khud Ku Gharti Rahi Zindagi Apni
Juda Hunay Pay Shor Esqdar Barpa Hua Durrani
Dil-E-Dewar Thamay Bethi Reh Gayee Zindagi Apni
Akram Durrani
Copy
Mudatoon Osay Dhoondh Tee Rahi Zindagi Apni
Zindagi Main Esterhaan Esa Ek Mor Aya
Phir Her Mor Pe Murtee Rahi Zindagi Apni
Os Kee Yadein Zalzalay Kee Tarhana Jab Ayien
Malbay Talay Osay Pukar Tee Rahi Zindagi Apni
Majbori Ku Bahana Banay Walay Ku Jaan Kar
Phir Majobori Me Guzar Tee Rahi Zindagi Apni
Buland Qehqahoon Main Os Ke Anso Behnay Lagay
Os Kee Ankh Main Esay Roti Rahi Zindagi Apni
Paas Aya Bhi Tu Osay Apna Pa Na Sakay
Mudatoon Osay Dhoondh Ti Rahi Zindagi Apni
Os Ku Panay Ke Jatan Main Ye Pata Hee Na Chala
Pencil Kee Tarhan Khud Ku Gharti Rahi Zindagi Apni
Juda Hunay Pay Shor Esqdar Barpa Hua Durrani
Dil-E-Dewar Thamay Bethi Reh Gayee Zindagi Apni
Akram Durrani
Copy
Ankhien Bolien Tu Bolay Tum Eik Hee Baat Kartay Ho
Honton ku see chukay tu bolay kuch tu kaho
Ankhien bolien tu bolay tum eik hee baat kartay ho
Shab-e-tunhai guzar aye tu akar haal pocha
Jab batya tu bolay tum eik hee baat kartay ho
Bad-e-namaaz dua me akhir mangtay kya ho
Jab batya tu bolay tum eik hee baat kartay ho
Khoon nikla tu pocha ye zakham laga kesay
Jab chupaya tu bolay tum eik hee baat kartay ho
Bhonwray se gul ko khar kee hifazat na karnay ka gila
Jab batya tu bolay tum eik hee baat kartay ho
Jam haath may hay tu monh se laga kyon nahi letay
Jab batya tu bolay tum eik hee baat kartay ho
Madhoshi mien khud ku thaam letay hu kesay
Jab batya tu bolay tum eik hee baat kartay ho
Nazah ke alam me ye bhojh utar ke bachalo much ku
Bolay Durrani esay me bhi tum eik hee baat kartay ho
Akram Durrani
Copy
Zindagi Kee Dua Mangnay ka Dil Karta Tu Huga
Shahar kay lambay fasloon pay akelay beth kar
Mobile pe peghamaat karnay ka dil karta tu huga
Car mien beth kar lambay safar pay jatay huye
Kandhay par sar rakhnay ka dil karta tu huga
Jahaz ke safar pay hifazati bund bandh kar
Zindagi kee dua karnay ka dil karta tu huga
Samandar kay sahilon par picnic banatay huye
Lehroon say dor rakhnay ka dil karta tu huga
Station par garam andoon or chai kee sada sun kar
Lapak kar pokoray khreed nay ka dil karta tu huga
Pedal chaltay huye achnak barish baras nay par
Apnay sathi kee jacket pehen nay ka dil karta tu huga
Sard hawoun mein apnay hathoon mein hath lekar
Un ku garam hararat denay ka dil karta tu huga
Der say ghar akar der talak sotay rehnay par
Subaah uth kar larnay ka dil karta tu huga
Apni nasazi-e-tabyat kay bahnay bana kar
Apni khidmat karwanay ka dil karta tu huga
Durrani kee gher erada tan yaad anay kay baad
Guzri yadon mein khoye rehnay ka dil karta tu huga
Akram Durrani
Copy
Uterta Nahi Ju Khumar Os Ne Mujh Pe Charha Rakha Hay
Loog os kee aknhoon ku ghumandi kehtay hein
Os kee es ada ku me nay apna gharor bana rakha hay
Zahid kufar ka fatwa ghalat lagta hay mujh par
Os kee arzo mein sar hee tu mein ne jhuka rakha hay
Haath me haath kabhi wo daal hee na day kahien
Ye soch kar os kay agay apna haath phela rakha hay
Ab mujhay peenay say kuch hasil nahi huta saqi
Uterta nahi ju khumar os ne mujh pay charha rakha hay
Andhera ab chanay kee sayee nahi karta kabhi mujh par
Os kee aas ka dyaya ju mein nay dil mein jala rakha hay
Mein jeyoon ga jab talak mein chahoon marzi meri
Bila wajay mout nay ye zimma utha rakha hay
Mujhay mita ke meri khak bahnay nay kee fikar kesi
Meri ankhoon mein os ne gnaga jamna baha rakha hay
Sarhad par kon see mannatein mang nay jatay hein loog
Os ke kochay mein umeedon ka apna mazar bana rakha hay
Durrani ka seena chaak karkay khud ku milay ga ek din vo
Jahan os ka mein nay pathar ka majisma laga rakha hay
Akram Durrani
Copy
Meray Khayalon Say Jab Guzar HOta ai Tera
Meray khayaloon say jab guzar huta he tera
Leyla Majonoon ku bhi heran kar deti he betabi meri
Meray wajood par ju qfil para he wo kisee se khulta nahi
Kui bataye kay osi kay paas hee tu he chabi meri
Mahfil me shama ban kar jala na karo khuda ke leye
Parwanoon ku chukrata dekh kar hasad kee aag barh jati he meri
Mera raaz khul jata hay khaboon main ju cho leta hoon tujhay
Khud mujh ku nahi oroon ku bhi mujh se mehak ati he teri
Judai ka soch kar esa manzar samnay ata he maray
Saf-e-matam bich jata he jism se rooh ju nikal jati he meri
Ye gunah kar ke bhi khuda say darta nahi Durrni es leye
Wo na day milay gee tu ju Jannat bani lag tee hay meri
Akram Durrani
Copy
Kesay katay Gee Abhi Tu Sari Raat Baqi Hay
Wo tu sar-e sham hee uth ke chala gaya
Kesya katay gee abhi tu sari rat baqi hay
Subhu fasana mere cheray pe parhien ge sab
Bahana kui karoon ga os kee ezzat dil me baqi hay
Mahfil me ye dekh kar dil mera toot gaya
Raqeeboon ku bhi pilata he ju mera imam-e-shaqi hay
Osay bholanay kee tarkebien bata tay bhool jatay hein loog
Wo dil say ja skata nahi jab talak mera saans baqi hay
Manyoosi kaufar ka ju fatwa laga rahien hein Durrani
Unhien maloom nahi meri akhri namaz huni baqi hay
Akram Durrani
Copy
Ju kisee mien khu kar os me basta hu aghar
Ju kisee mien khu kar os me basta hu aghar
Gum shudgi kay charchay phir wo karta kyoon hay
Dil per qafal dal kay osay band kar dala hu aghar
Dastak darwazay pay bar bar wo deta kyoon hay
Batoon say hee jigar chalni hu jata hu aghar
Teeron ka meen phir wo barsata kyoon hay
Jaan ku sadqay mein kui wari karta hu aghar
Umer drazi kee dua phir wo karta kyoon hay
Bot hee tu hay tu osay kui poojta hu aghar
Kufar ka fatwa phir wo lagata kyoon hay
Durrani ku pyar kay qabil nahi pata hu aghar
Esee ek baat ku bar bar wo jeetata kyoon hay
Akram Durrani
Copy
Zaror Shaheedoon Kay Lahu Ka Dushmon Say Soda Kar Chuka Huga
Ju Shaeed Huta Hay Osay Bhi Kuch Dukh Tu Huta Huga
Jism Ke Tukaray Hunay Me Chand Sammay Lagta Huga
Marnay Se Phelay Beti Ku Seenay Lagay Baba Khetay Sunna Huga
Betay Ku Baba Kee Tarhan Foji Ban Ne Kee Zid Kartay Dekha Huga
Khoon Me Lithra Be Goro Kafan Jab Zameen Ku Thamay Leta Huga
Lahk-Te-Jigar Jis Ka Tha Us Pal Maan Ku Sajday Me Gira Dekha Huga
Apni Maan Dharti Ku Khud Pay Maghror Kitna Hutay Dekha Huga
Suhagan Kee Mang Main Sirtaroon Ku Timtimatay Dekha Huga
Kehtay Yar Mere Pas Ta Qyamat-O-Slamat Hu Tum Ye Suna Huga
Wo Meer Sadiq PAK Zameen Pe Khara Osay Boli Lagatay Suna Huga
Zaror Shaheedoon Kay Lahu Ka Dushmon Say Soda Kar Chuka Huga
Ghadaroon Ku Chornay Say PAK Dharti Pay Zulam Bohat Bara Huga
Durrani En Ku Sofa-E-Hasti Se Mita Du Phir Aman Ka Sapna Pura Huga
Akram Durrani
Copy
Ju Marz Hum ku Lahaq Hay Ye Tufay Mien Paya Hum Nay
Kayee Dinoon Say Kui Naya Zkham Nahi Lagwaya Hum Nay
Bhool Na Jaou Es Leeye Tum Ku Ye Yaad Karaya Hum Nay
Kha Kar Her Zakham Ku Seenay Say Lagaya Hum Nay
Tumhari Kisee Bhi Dain Ku Nahi Thukraya Hum Nay
Nahi Hay Tum Say Gila Kui Her Bar Bataya Hum Nay
Tumharay Khof Say Her Bar Ye Bahana Banaya Hum Nay
Tumharay Cheray Ku Chand Nahi Kayhalwaya Hum Nay
Tum Sa Bay Daagh Chehra Os Ka Kabhi Nahi Paya Hum Nay
Saray Jahan Say Khud Ku Kafir Kayhalwaya Hum Nay
Tumhara Bot Bana Kar Kisee Say Nhi Chupaya Hum Nay
Ju Paas Tha Wo Sab Kuch Tum Par Lutaya Hum Nay
Humara Haath Chora Tu Osay Khali Paya Tum Nay
Ju Marz Hum Ku Lahaq Hay Ye Tufay Mien Paya Hum Nay
Durrani Kee Jaan Nikal Kar Bra Ahsaan Farmaya Tum Nay
Akram Durrani
Copy
Bhaharoon Mien Kab Angan Mien Shadeyanay Bajay
Wada Pay Na Anay Ka Sabab Jab Pocha Tu
Puranay Bahanoon Ku Phir Naye Banay Lagay
Hal-E-Dil Bayan Karnay Kee Sayee Kee Hum Nay
Lab-E-Jumbish Say Phelay Uth Kay Janay Lagay
Tark-E-Taaluq Ka Khatra Os Lamhay Mondala Gaya
Apni Asteenoon Ku Oper Jab Wo Charhanay Lagay
Andheroon Mien Ju Teer Daghay Hum Par
Sahi Jaga Akar Un Kay Sab Nishanay Lagay
Zindagi Kee Sadmoon Saans Chalti He Kyon
Unku Lootnay Mien Ju Kayee Zamany Lagay
Khizaan Ke Deray Hein Tu Paray Rahein Sada
Bhaharoon Mien Kab Angan Mien Shadiyanay Bajay
Apni Kaj Fhemi Pay Puray Mutamayin Hein Hum
Waiz Kay Hatoon Kab Ye Saray Khazanay Lagay
Durrani Khush Fehmi Mien Mubtala Rehna Choro Ab
Un Kay Hathoon Tum Tu Hu Kab Kay Thikany Lagay
Akram Durrani
Copy
Load More
Famous Poets
Mirza Ghalib
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
Faiz Ahmed Faiz
Munir Niazi
Jaun Elia
Gulzar
Tahzeeb Hafi
Ali Zaryoun
View More Poets