Add Poetry

Ay Muhabbat K Musafir

Poet: By: Abdul Haq Bulledi, Quetta

Ay Muhabbat K Musafir Teri Manzil Kaheen Aur Hay
Thaher K Kya Mile Ga Is Shaher Main Wafa Nhi Wo Shaher Koi Aur Hay

Chala Ja Chala Ja (Bulledi) Yahan Se Toot Jao Gay Sheeshay Ki Tarha
Tu Jis Ko Pasand Krta Hay Wo Tera Apna Nhi Koi Aur Hay

Dil E Arzu Ne Humko Deewana Bana Diya
Roye Na Thay Kabhi Magar Tum Ne Rula Diya

Hum Ne Apko Har Lamha Yaad Kiya
Aur Aap Ne Yaad Kartay Kartay Zamana Laga Diya

Ay Khuda Aaj Ye Faisla Kar De
Ussay Mera Ya Mujhy Us Ka Kar De

Bahot Dukh Sahain Han Meny Koi Khushi Ab To Muqadar Kar De
Arsa Hua Judai Ko Ab Is Faslay Ko Kam Kar De

Nahi Likha Agar Naseeb Main Us Ka Naam
To Khatam Kar Ye Zindgi Aur Mujhy Fana Kar De

Kabhi Is Nagar Tujhy Dhoondhna Kabhi Us Nagar Tujhe Dhoondhna
Kabhi Raat Bhar Tujhe Sochna , Kabhi Raat Bhar Tujhy Dekhna

Mera Khuwab Tha K Khayal Tha
Wo Urooj Tha Ya Zawal Tha

Tu Na Tha To Ro Diya
Jo Tu Mil Gya To Tujhy Kho Diya

Mere Silsilay Bhi Ajeeb Hain
Tujhy Kho Kar Tujhy Dhoondhna Kabhi Is Nagar Kabhi Us Nagar
 

Rate it:
Views: 595
29 Aug, 2009
Related Tags on Sad Poetry
Load More Tags
More Sad Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets