Be Waja Khud Ko

Poet Submitted byZunaira
Text size

Be Waja Khud Ko Be Qarar Kiya Karty They
Din Raat Hum Yado Mein Raha Karty They

Band Qily Mein Qaid Ek Shehzadi Ki
Ek Mofsil Dastan Likha Karty They

Magun Rehty They Apni Alag Duniya Mein
Jagty Howey B Khawabo Mein Raha Karty They

Muhabbat Thi PhooloTitlyo Kehkashan Sey
In Hi Ki Chah Mein Phir Shairi Kiya Karty They

Related tags on Parveen Shakir poetry

More Life Poetry

Copied