Bharosa Na Rha

Poetumair bukhari Submitted byUmair Bukhari
Text size

Ghayat E Guftaar Ka Bharosa Na Rha
Aah Khuloos E Kirdaar Ka Bharosa Na Rha

Kaun Yaqeen Kry Kaun Manay Hamain
Hamain Anjaam E Kaar Ka Bharosa Na Rha

Wo Dekhte He Rhay Aur Hm Chal Diye
Ab Hamain Didaar Ka Bharosa Na Rha

Nashaib O Fraz B Hain Hissa E Hyyat Lekin
Ashkhass Ko Ghaffar Ka Bharosa Na Rha

Aah E Firaq B UMAIR Chhorh D Hm Ne
K Ab Wisaal E Yar Ka Bharosa Na Rha
 

Related tags on Parveen Shakir poetry

More Life Poetry

Copied