Bikhri Hui Taqdeer

Poetmariariaz Submitted byMariaRiaz
Text size

Asara Taqdeer Ka Kissy Manoo
Kissy Apana Gham.E.Shareek Janoo

Shab Ki Tarheek Wehshatoo Main
Kissy Apana Rooshani.E.Chiraagh Manoo

Ly Aya Hay Is Behiss Nagari Main Mera Muqdar
Kissy Apana Hamhein.E.Kismat Janoo

Fasslay Apani Doorian Kho Bethy
Kissy In Rasatoo Ka Raah Guzar Manoo

Asshiyana Banany Main Dair Lage
Kissy Is Asshiyany Ka Makaan.E.Makki Manoo

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied