Buhat Khamosh Reh Kar

PoetMohsin Submitted byZeeshan
Text size

Buhat Khamosh Reh Kar Jo Sazayin Mujko Dete Thay
Baray Khamosh Lahjay Mai Sadayen Mujko Dete Thay

Kabi Jo Dard Ki Aatish Sulgany Mujko Lagti Thi
Wo Apni Saans Ki Mehki Hawayen Mujko Dete Thay

Usay Maine Ajnabi Samjha Mager Her Mor Pe Mohsin
Wo Apne Naam Ki Sari Duaen Mujko Dete Thay

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied