Dar Lgta Hai

PoetDaniyal Malik Submitted byDaniyal Malik
Text size

Tujy Khone Se dar Lagta Hai
Ab Tw Rone Se Dar Lgta Hai

Tu Kisi Aur Ka Ho jay ga
Ye Sochne Se dar Lagta Hai

Rt ko Akele m Sone Se
Dar Lgta Hai Tere na Hone Se
Dar Lgta Hai

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied