Dard Jab Bhi Ubhare Mare Sine Main

PoetAmir Jan Submitted byAmir Jan
Text size

Dard Jab Bhi Ubhare Mare Sine Main
Karar Tujhko Na Aaye Jine Main

Gham Ka Pahaar Tujhpe Toote Iss Kadar
Umre Kat Jaye Aansoo Pine Main

Maut Maange Magar Tujhe Maut Na Mile
Zindagi Bojh Lagne Lage Tujhe Jine Main

Tu Chahkar Bhi Kisi Ki Ho Na Sake
Jaise Angoothi Hoti Hai Nagine Main

Tu Tarpe To Dard Aaisa Uthe
Jaisi Uthata Hai Aaj Mere Sine Main

Dard Jab Bhi Ubhare Mare Sine Main ,
Karar Tujhko Na Aaye Jine Main

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied