Dil Ne Imdad Kabhi Hasb-E-Zarurat Nahin Di
Shahr Men Aql Na Di Dasht Men Wahshat Nahin Di
Farhat-Ehsas To Hum Khud Hi Bane Hain Warna
Aql Walon Ne Bhi Be-Shart Himayat Nahin Di
Maine Phir Saya-E-Diwar Ko Zahmat Nahin Di
Farhat-Ullah Ne Kabhi Inko Ijazat Nahin Di
Waqt Ne Bhi Hamen Is Bab Men Qudarat Nahin Di
Kis Muhim Ke Liye Humne Tujhe Ujrat Nahin Di
Aur Ta-Umr Hamen Jis Ne Aziyyat Nahin Di
Kaun Si Aisi Khushi Hai Jo Mili Ho Ek Bar
Yar Ne Hum Ko Koi Dhang Ki Khidmat Nahin Di
Ishq Men Ek Bada Zulm Hai Sabit-Qadami
Ishq Tu Aaj Bhi Hai Kis Ke Lahu Se Sarsabz
Dhup Boli Ki Main Aabai Watan Hun Tera
Sar Salamat Liye Laut Aae Gali Se Uski
Ahl-E-Dil Ne Kabhi Makhlut Hukumat Na Banai