Add Poetry

Dil To Pagal Hai Lyrics

Poet: Lata Mangeshkar, Udit Naraya By: Shadab Khan, Quetta

Pehli Pehli Baar Milaata Hai Yehi
Seene Mein Phir Aag Lagaata Hai
Dheere Dheere Pyaar Sikhaata Hai Yehi
Hansata Hai Yehi Yehi Rulaata Hai

[Dil To Paagal Hai
Dil Deewana Hai]
[Dil To Paagal Hai
Dil Deewana Hai]

Saari Saari Raat Jagaata Hai Yehi
Ankhiyon Se Neend Churaata Hai
Sachche Jhoothe Khwaab Dikhaata Hai Yehi
Hansata Hai Yehi Yehi Rulaata Hai

[Dil To Paagal Hai
Dil Deewana Hai]
[Dil To Paagal Hai
Dil Deewana Hai]

Lalalala...

Is Dil Ki Baaton Mein Jo Aate Hain
Vo Bhi Deewane Ho Jaate Hain
Manzil To Raahi Dhoondh Lete Hain
Raste Magar Kho Jaate Hain

[Dil To Paagal Hai
Dil Deewana Hai]
[Dil To Paagal Hai
Dil Deewana Hai]

Soorat Se Main Na Pehchaanoongi
Naam Se Bhi Na Usko Jaanoongi
Dekhoongi Kuchh Na Main Sochoongi
Dil Jo Kahega Vohi Manoongi

[Dil To Paagal Hai
Dil Deewana Hai]
[Dil To Paagal Hai
Dil Deewana Hai]

Hmmm.. Haha Ha
Hmm.. Oh Oh Ho

Dil Ka Kehna Sab Sab Maanein
Dil Na Kisi Ki Maane
Jaan Di Humne Jaan Gaye Sab
Ek Wohi Na Jaane

[Dil To Paagal Hai
Dil Deewana Hai]
[Dil To Paagal Hai
Dil Deewana Hai]

Rehne Do Chhodo Ye Kahaaniyaan
Deewanepan Ki Sab Nishaaniyaan
Logon Ki Saari Pareshaaniyaan
Is Dil Ki Hai Ye Saari Meherbaaniyaan

[Ho Dil To Paagal Hai
Dil Deewana Hai]
[Dil To Paagal Hai
Dil Deewana Hai]

Saari Saari Raat Jagaata Hai Yehi
Ankhiyon Se Neend Churaata Hai
Dheere Dheere Pyaar Sikhaata Hai Yehi
Hansata Hai Yehi Yehi Rulaata Hai

[Dil To Paagal Hai
Dil Deewana Hai]
[Dil To Paagal Hai
Dil Deewana Hai]

Rate it:
Views: 1668
25 Jan, 2022
Related Tags on Urdu Ghazals Poetry
Load More Tags
More Urdu Ghazals Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets