Falsafa-E-Zindagi
Poet: Faraz By: Syed Ayyaz Mustafa, karachiSeekha Hai Jab Sa Mainay Falsafa-E-Zindagi
Kaisay Kahun K Us Ka Rawaiya Badal Gaya
Jis Na Kaha Tha Saath Chalain Gay Tamam Umar
Badla Hawa Nay Rukh To Waada Badal Gaya
Un Ko Tha Ye Guman Wo Dil Haar Jayen Gay
Shayad Isi Liya Unka Iraada Badal Gaya
Hairat Hai Faraz K Muddat Qaleel Me
Wo Shakhs Meri Soch Sa Ziada Badal Gaya
More Sad Poetry






