Fani Duniya

PoetHumna Kashif Submitted byHumna kashif
Text size

"Ye pathar se duniya jazbaat nahi samajhti,
Ye duniya, ye kya hai, ye baat nahi samajhti.

Guroor ki inteha aasmanon tak chadh chuki hai,
Khak hain, khak mein jaayenge, ye baat nahi samajhti.

Banane wale ne bataya hai, jabke dhoka hai ye,
Magar ye duniya, duniya ko fani nahi samajhti."

Related tags on Parveen Shakir poetry

More Life Poetry

Copied