Add Poetry

Gar Ho Mutabiq Teri Tarbiat

Poet: Nadeem Ahmed Nadeem By: Muhammad Nadeem, Karachi

Shan E Qudrat Hay Zamany Me Or Bhi
Koi Ek Zehan Nashin Ho Jay to Karishmain Hain Or Bhi

Nazar Ho teri To Rooh Parwar Nazary Hain Or Bhi
Zikr Karon To Mery Hafzy Me Zikr E Ellahi Hain Or Bhi
Aazmaish Karon kia.. Is Safar Me Aamaishain Hain Or Bhi

Aazmaishon Me Na Ja Apna Qibla Rukhay Kaba Karly
Molvion K Fatwon Pe Na Ja Khud Ko Faqat Quran O Hadees K Mutabiq Karly

Mushkilain Bohot Per zindagi Asaan Hay
Gar Ho MutabiqTeri Tarbiat To Mehsher Me Aazmaish Asaan Hay

Rate it:
Views: 1009
13 Nov, 2012
Related Tags on Life Poetry
Load More Tags
More Life Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets